Jab koi nahi hota

Jab koi nahi hota..

Khud hi chaly aty hain jab koi nahi hota

ankhon se chalak jaty hain jab koi nahin hota

dil bhi jis dard ko samait na paye

usy seeny se kagaty hain jab koi nahi hota

alfaaz nahi milty jis dard k liye

wo bat ye keh dety hain jab koi nahi hota

in ansuoon se aqedat unhi to nahi mujhko

ye sath nibhaty hain jab koi nahi hota


send poetry

Aansoo Shayari
December 9th, 2009

5 comment

  1. bewafai se pareshan bhi ho jatey hain
    narm jhonkey kabhi toofan bhi jatey hain
    hum ne mehboob jo badla to ta’ajub kesa
    log kafir se musalman bhi ho jatey hain
    yu’n to ik dard ka rishta hai sabhi logo’n se
    log kuch zeest ka unwan bhi ho jatey hain
    shehr bhar ko main muhabbat to sikha doon lekin
    khud tarashey huey bhagwan bhi ho jatey hain
    hadisa ho ya koi mojza shahi kuch ho
    rastey pyar k asan bhi ho jatey hain.

  2. bewafai se pareshan bhi ho jatey hain
    narm jhonkey kabhi toofan bhi jatey hain
    hum ne mehboob jo badla to ta?ajub kesa
    log kafir se musalman bhi ho jatey hain
    yu?n to ik dard ka rishta hai sabhi logo?n se
    log kuch zeest ka unwan bhi ho jatey hain
    shehr bhar ko main muhabbat to sikha doon lekin
    khud tarashey huey bhagwan bhi ho jatey hain
    hadisa ho ya koi mojza shahi kuch ho
    rastey pyar k asan bhi ho jatey hain.
    Leave a Reply

  3. har kushi ko chaha kasi be ho khushi ko ansoo chaheya Har gum jasa be ho sathi chaheya waqt ho zindagi ma to zindagani chaheya arzo ho jena k to zindagi cha heya mushal ho to bass us Pak Zat k Karam nawazi chaheya (ansoo rehman)

  4. jab wafa chanawalo ko nahi malti
    jab saza darda wafa k malti ha
    jab zakhma wafa ba wafa ho jaha
    jab zindagi be makam ho ja ha
    jab jena k har arzoo khatam ho ja ha
    bass bawafa ko jena k ik dowa do
    (ansoo rehman)

  5. huma chaheya guma zindagi
    agar sath do zindagi nabhana ka
    tab da ga tum ko
    har zakham zindagi ka

Comment here

Your Comment:

Next: »