Kuch Aisi Nishani De Gaye

Kuch Aisi Nishani De..

Jane Kyu Woh Hame Kuch Aisi Nishani De Gaye
Dohra Na Sake Aisi Kahani De Gaye
Hum To Reh Gaye Pyase Par
Woh Hamari Palko Ko Pani De Gaye


send poetry

Aansoo Shayari
July 17th, 2009

11 comment

  1. aansuon ko sharab kehtey hein

    zindagi ko azab kehtey hein

    mere saath mat chalo
    kuch log mujhey kharab kehtey hein

  2. ghunghru ki thadkan zindagi badnaam ho gai hai

    shmma jal uthi lagta hai phir sey shaam ho gai hai

    raah per milna tha unse unn chalte chalte

    yeh rah bhi aur kisi k naam hogai hai

  3. meine kaha dil ruba usne kaha paisey dikha

    meine kaha paisey nahein ussney kaha

    kaisey nahein meiney kaha mehngaai hai usne kaha

    ja tu mera bhai hai

  4. yeh kitaabon mein likhi hui baat hai

    dil torna kisi ka burri baat hai

    hum to zaruri hein aik doosrey kailiey

    tum samjho na k yeh dusri baat hai

  5. hamein yunna daikhna

    aisa na ho bad naam ho jaey

    yeh mumkin hai k

    kal issi ka mohabbat naam ho jaey

  6. na chalti tez hawaein

    na girtey phool baharon sey

    na kartey hum buraiyan

    na bi chhadtey apney yaaron sey

  7. kahein aag lagney se pehley uthhta hai aisa dhuwan

    jaisa hai idhar ka nazara waisahi udhar ka saman

  8. woh to khushbu hawaon mein bikhhar jaeyga

    masla phool ka hai phool kidhar jaeyga

    hum to samjhey they ek zakham hai bhar jaeyga

    kya khabar thi k yeh ragey jaan mein utar jaeyga

  9. hum tum sey kaisey nazrein milaein jani

    hum tum sey kaisey nazrein milaein jani

    aapki daein aankh kani aur hamari baein aankh kani

  10. tabbasum pa g.! Ur poetry is nice. But agr sad poetry kro to aur b nice ho jaye..

  11. tERE PAISON KO MERE PURS MEIN PANAH MEL JAYE,
    MERE ISHQ MEIN TERI DUALT FANAH HO JAYE

Comment here

Your Comment: