Advertisements




Wo Tou Baarish Ki Boondai?n Dekh Kr

Wo Tou Baarish Ki
Boondai?n Dekh Kr
Khush Hota Hy

Us Ko Kia Maloom k
Hr Girny Wala Qatra
Paani Nahi Hota ?

More Urdu Poetry:

  1. Armaan Kab tak hum apne armaan chipate rahinge? Kab tak hum...
  2. Dekh Kay Rotay Kiyon Ho Ashq Ankhoon Main Meri Dekh Kay Rotay Kiyon Ho Dil...
  3. HAMARA HOTA Sham ko parindon ki tarah lout aata, Muntazir agar koi...


Advertisement

9 Responses to “Wo Tou Baarish Ki Boondai?n Dekh Kr”

  1. Ye Baarisho?n K Mausam
    Bas Tum Hi Se Hyn Wabasta
    k Mohabbato?nMain Baarish
    Bari Lazmi Si Shey Hy
    Chahey Aasman Se Barsey
    Chahey Chashm-e-Nam Se (Madiha)

  2. awesome

  3. bohat aala

  4. aj barish honay ko hay socha kuch parlun uspr
    ye post parh kr ji khush ho gaya
    jeetay raehy ; )

  5. Arsa beeta ho jaise khusiyan dekhe
    zamana beeta hai hansi tu ati nehi

    lab muskurate hain dil jhilmilate hain
    waqt beet jata hai yuhin shamain beet jati hain

    or phir dukh bari tanhai ati hai
    asey he jagte jagte raat beet jati hai

    phir wohi subha ati hai
    naya sawera lati hai or neend ajati hai. 03006067291

  6. Ek bar hi g bhar k saza Q nhi datey

    Me harf-e-ghalat hun tou mita Q nhi datey

    Moti hun tou damn-e-muzna mein pro lo

    Ansu hun tou palkon sa gira Q nhi datey

    Saya hun tou sath na rakhney ki waja kya?

    Pather hun tou rastey sai hatta Q nhi detay? 03006067291

  7. Kisi ki yad dil mai hai,

    koi ehsas baqi hai
    ,

    Badalte mosamo k darmyan ek raz baqi hai,

    Abi to mai safar mai hoon,

    milen gi manzilen mujh ko,

    Magar in raston k beech,

    kisi ka sath baqi hai,

    Kahin par sham dhalti hai

    kahin par rat hoti hai,

    Abi to chandni hai

    or chand ki rat baqi hai,

    Chale ayo kisi din tum,

    humara hal bhi dekho,

    Humara jism murda hai

    magar ek saans baqi hai,

    Umeed hai hme phr bhi,

    mile ga wo hme ek din,

    Khuda par hai bharosa,

    Abi KHUDA ki zat baqi hai….. 03006067291

  8. MERI W?$iHat?

    Aik chadar ko rah-e-mehbob mein bicha dena

    Main mar jaun to usay mera kafan bana dena

    Thori si khak un k qadmo ki le kar

    Meri ankhon mein surma sa laga dena

    Mere janaze ki shan-o-shokat ye hogi

    Kar k tyar koh-e-yaar mein ghuma dena

    Jism nahi meri roh ki taskeen ke liye

    Ek anso un ka mujh par gira dena

    Boht roye ga mujhe dekh dekh kar ek shaks

    Eis liye der na lagana mujhe jaldi dafna dena

    Lagana ek poda meri qabr ke sarhane

    Mere yar k anso us ko pila dena

    Agar boht roye meri qabr par wo aa kar

    To nikalna mujhe wahan se aur jala dena.03006067291

  9. very nice poetry..specially about rain..

Leave a Reply

Your Comment:

Search Urdu Poetry



RSS Shayari

  • I’m Going To Spend Valentine’s Day February 8, 2012
    I’m Going To Spend Valentine’s Day With My ” eX . . . Box 360 ” … […]
  • Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho February 8, 2012
    Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho Ke Rooth’tay Ho Kubhi Aur Manaanay Lagtay Ho Gila Tou Ye Hai Ke TUM Aatay Nahee Kubhi Laikin Jub Aatay Bhee Hou Tou Foran Hee Jaanay Lagtay Ho Ye Baat Jhon Tumhari Mazaaq Hai Ke Nahi ? Ke Jo Bhee Ho Ose Tum Aazmaanay Lagtay Ho Tumhaari Shaayari Kia Hai Bhala, Bhala Kia Hai ? Tum Apne Dil Ki Udaasi Ko Gaanay Lagtay H […]
  • Kyun na gharoor karoon mein apne aap par February 8, 2012
    Kyun na gharoor karoon mein Apne aap par, Mujhe us ne chaha, jis k chahne wale Hazaaro thay .! … […]
  • Hum ne aese ujaar di jese.. February 8, 2012
    Hum ne aese ujaar di jese, Zindagii Baap ki kamayi ho.. … […]
  • If she is an apple and you are an orange February 8, 2012
    If she is an apple and you are an orange, celebrate your differences, Make a great fruit salad Love is not about being the same, Its about being sweet with each other. … […]
  • Apne pyare nabi ko sunaon ga February 7, 2012
    Beeta hai jo mere upar Apne pyare nabi ko sunaon ga Darood partha hua jab mein madine jaoga Rootay rootay apna haal sunaao ga Jab un kay qadam mubarak ki jali ko haath lagao ga Namaz parnhay jab masjid e nabwi jaon ga Apney ap ko un kay hawalay dey kar ayo ga Ae kash mujhe mout a jaye Yeh kah kar un ki chohkat say lout jayo ga Apnay gunaho ko bakshavnay kay […]
  • Tumhara Dil Jo Hai Janaa, Humare Naam Ker Daina February 7, 2012
    Tumhara Dil Jo Hai Janaa Humare Naam Ker Daina Zaroorat ger Pari Mujh Ko To Main Kuch Or Mangon ga Na Jaan Maangon ga Na Pehchaan Mangon ga Choti Si Guzarish Hai Tumhara Sath Maangon ga Ager Naraaz Ker Doge Main Tum Se Rooth Jaon Ga Bulana B Ager Chaho To Wapis He na Aaon ga Main Hasaas Larka Hon Mera Dil Toot Jayega Bohut Rona B Aayega Ager Tum Maan Jaoge K […]
  • Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. February 7, 2012
    Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. ye haadsa bi meri jaan kabhi to hona tha.. Woh muje torr ke phir jorta raha aksar.. main uske waaste jaise koi khilona tha.. Humen kahin na kahin to bichar hi jana tha yei haadsa meri zindagi mei aana tha Woh shaks mujhe saari umar tarse ga.. Naseeb uska “ke usne muje ganwana tha” … […]
  • Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko February 7, 2012
    Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko pukarta hy pahardon ka silsilah muje ko Mai asma-o-zameen ke hadey mila deta koi sitara agar jhuk ke chomta muje ko Chipak gy mery talwon sy phool seshy ke zamana khench raha tha barhana paa muje ko WO shehsawar barda reham dil tha mery lieye bardha ke nezah zameen sy utha liya muje ko mkan,khait,sabhi aag ki lapeet mai […]
  • HAr roz hamey milna har roz bichardana hy February 7, 2012
    HAr roz hamey milna har roz bichardana hy mai raat ki parchain to subha ka chera hy Alam ka ye sab naqsha bacho ka gharonda hy ek zarey ke qabzey mai sehmi hoi dunya hy hamrah chalon mery ya rah sy hat jao Dewar ke roky sy darya kahi rukta hy En ke hi isharon par ye raat mili hum ko jin chand sitarey sy chehrey ka saya bhi sunhera hy Sannatey ke shakhon par […]