Bewafa Zamanay Main

Bewafa Zamanay Main
Piyar Dhoondnay Walo
Matti Ki Moorat Main
Bholli Bhaalli Soorat Main
Piyar Kesay Milta Hai
Yeh Tu Jaan Lo Pehlay
Yeh Tu Jaan Lo Pehlay

Roo Rahi Hai Shehnaii
Bheer Main Hai Tanhaii
Rooknay Se Ruktay Hain
Kab Bhala Yeh Herjaii
Rishtay Kachay Dhagay Hain
Yeh Tu Maan Lo Pehlay
Yeh Tu Maan Lo Pehlay

Benaam Logon K
Kitnay Naam Hotay Hain
Yeh Bhi Us Ki Qudrat K
Kesay Kaam Hotay Hain
Kiun Yeh Aisay Hota Hai
Yeh Tu Jaan Lo Pehlay
Yeh Tu Jaan Lo Pehlay

Bewafa Zamanay Main
Piyar Dhoondnay Walo
Matti Ki Moorat Main
Bholo Bhaali Soorat Main
Piyar Kesay Milta Hai Yeh
Yeh Tu Jaan Lo Pehlay
Yeh Tu Jaan Lo Pehlay

Share it!
Bewafa Zamanay Main
0 votes, 0.00 avg. rating

More Urdu Poetry:

  1. Mein Yunhi Bewafa Hum Zamanay Mein Yunhi Bewafa Mashoor Ho Gaye Faraz, Hazaroon...
  2. Ek Bewafa Ko Hum Ne Ek Bewafa Ko Hum Ne Is Dil Mein Jaga Di...
  3. Ab tak jo bhi dost mile, Bewafa mile Dil ki ye aarzoo thi koyi dilruba mile. Dekhen hamein...
  4. bewafa ki yaad Wafa ka naam mat lo yaaron.. Wafa dil ko dukhati...
  5. Bewafa unhi Umeed Dilatay Hain Zamane Wale, Laut Kay Kab Aatay...
  6. Hum Mazay Main Hain Us Se Kehna Hum Mazay Main Hain Bas Yaadain Bohat...
  7. Dil Main Har Raaz Dil Main Har Raaz Daba Kar Rakhte Hain Hontoon Per...
  8. MERRA TERRA MILAP MUMKIN NAHI MAIN TAERRAY SUNG KAISAY CHALOON SAJNA. TU SAMANDER HAY MAIN...
  9. Hum Mazay Main Hain Us Se Kehna Hum Mazay Main Hain Bas Yaadain Bohat...
  10. Kehiay Kehiay Mujhay Bura Kehiay Narawa Kehiay, Nasaza Kehiay Kehiay Kehiay Mujhay Bura Kehiay Dil...
  11. Saansein Khatam Ho Rahi Hain Lamha Lamha Saansein Khatam Ho Rahi Hain Zindagi Maut Ke...
  12. Ab Aansuoon Ko Aankhon Main Ab Aansuoon Ko Aankhon Main Sajaana Hoga Chiraagh Bhuj Gai...
  13. Bhula Dijiyey Mujhay Mumkin Ho Aap Se Tuo Bhula Dijiyey Mujhay Pathar Pe...
  14. haathon main pighal janay ko jee chahta hay haathon main pighal janay ko jee chahta hay Aatish-e-shoaq main...
  15. bawafa dhoka kha gaya mein bawafa tha is liye dhoka kha gaya? shayad use...


Advertisement

Leave a Reply

Your Comment:

Search Poetry

urdu poetry dictionary love shayari romantic shayari sad shayari



RSS Shayari

  • Shayad is dukh sey ujri chali jati hai zamee’n. May 21, 2013
    Shayad is dukh sey ujri chali jati hai zamee’n. Ab to insaa’n ka sitar’on per basera ho ga.. … […]
  • Abhi aay ho abhi ja rahey ho ! May 21, 2013
    Abhi aay ho abhi ja rahey ho kuch dair aur ruko abhi raat baki h ai is tarha barish mein mat chor ker jao mujhey in ankh’on mein an-dekhay sapney bohat baki hein tum in rah’on mein abhi sey nidhal ho abhi dukho’n ki kitab aur baki hai tum kisi aur key ho jao ye ho nahi sakta abhi to ‘Gul’ ki saans boht baki hai.. … […]
  • Shayaro, naghma garo, nug tarasho, dekho. May 21, 2013
    Shayaro, naghma garo, nug tarasho, dekho.. Is sey mil lo to batana key hasee’n tha koi.! … […]
  • Sharm ada-e-naz hai apney sey hi sahi.. May 21, 2013
    Sharm ada-e-naz hai apney sey hi sahi.. Hein kitney be-hijaab key yuon hein hijaab mein.! … […]
  • Shab magar kaat li hi ankh’on mein! May 20, 2013
    Shab magar kaat li hi ankh’on mein! Door hoti rahi sehar phir bhi.. … […]
  • Shouq tha jis ney mahi be-aab rakha! May 20, 2013
    Shouq tha jis ney mahi be-aab rakha! Log kehtay thay yehi khak hai dariya mera.. … […]
  • Mein Hun aur Tanhai Hai! May 20, 2013
    Mein hun Aur tanhai hai Teri ye chand tasweer’ain Jo mujh sey baat’ein kerti hein Teri ye chand tehreer’ain Jin ko parh ker hum khod ko tasali’yan detay hein Aur kuch card Jinhei’n hum eid per parha kertay hein Aur Teray bhejay huay kuch gift Jinhei’n hum her waqt chuma kerat thay Agr tum khod aa ker dekho Mera kamra bas teri Yaad’on ki nishani hai Aur tum K […]
  • Shama jal jal ker mita deti hai apna wajood.! May 20, 2013
    Shama jal jal ker mita deti hai apna wajood.!! Ba-wafa is per bhi keh detay hein parwaney ko hum.. … […]
  • Aye ishq marhaba wo yaha’n tak to aa gaye! May 20, 2013
    Sharma gay, lajha gay, ankh’ein chura gay.! Aye ishq marhaba wo yaha’n tak to aa gaye.. … […]
  • Shola-e-husn sey jal jaye na chehray ka naqaab. May 20, 2013
    Shola-e-husn sey jal jaye na chehray ka naqaab.. Apney rukhsar sey pardey ko hataye rakhiye! … […]