Mohabbat ka bharam hota

Mohabbat ka bharam h..

Mohabat ka Bharam Hota, to Phir kuch Soch kar Jaty,
Wagarna Zindagi Ban k Mery Hamdam Guzar Jaty,

Thaky Hary Prindon Ko Jo Dekha to Khayal Aaya,
Koi Jo muntazir hota tu hum bhi apny ghar jaty,

Main kha kar dard ki thokar abhi tak hosla mand hon,
ye thokar jo tumhain lagti,tu tum khud bhi bikhar jaty,

Is TANHAi ka hum pe bara Ahsan hai
“ROGI”
Na daiti sath ye apna tu jany hum kidhar jaty.


send poetry

Bewafa Shayari, Dhoka Shayari, Ghazal Shayari
November 2nd, 2011

One comment

  1. Wow!

Comment here

Your Comment: