Shaam hony do…

Abhi soraj nahin dooba zara si sham hony do

main khud hi loat jaun ga mujhy nakam hony do

mujhy bdnam karny k bahany dhundty ho q?

main khud ho jaun ga bdnam pely nam hony do

abi karna nahin aetraf-e-shikast mujhko

main sab tasleem karlun ga ye charcha aam hony do

meri hasti nahin anmool phir b bik nahin sakta

wafaen bech lena par zara nilaam hony do

naye aghaz main hi hosla q haar baithy h?

jeet jao ge tm sab kch zara anjaam hony do


7 Responses to “Shaam hony do…”

  1. dil ko chhu lene wale alfaaz,bahut hi khub tarike se bayan ki gai hai

  2. i lov it

  3. humein izhar karna na aaya,
    unhein pyaar karna na aaya.
    hum bus dekhte hi reh gaye,
    aur waqt ko thamana na aaya.
    woh chalte chalte itne door chale gaye,
    hamein rokna bhi na aaya.
    hamne unka naam liya phir bhi,
    shayad unhein sunna na aaya.

    Shararat Na Hoti Shikayat Na Hoti
    Nainon Me Kisi Ke Nazakat Na Hoti

    Na Hoti Bekarari Na Hote Hum Tanha
    Agar Jahan Me Kambakht Ye Mohabat Na Hoti

    Na Hote Ye Sapne Ye Khwabon Ki Duniya
    Kisi Ko Chahat Ki Tamanna Na Hoti

    Na Julfo Ki Chaya Na Phulon Ki Khushbu
    Yadon Me Unki Ye Rate Na Kat Ti
    Jo Na Hoti Mohabat Ye Ansu Na Hote

    Dil Bhi Na Khota Aj Tanha Na Rota
    Diwanon Si Apni Ye Halat Na Hoti

    Agar Jahan Me Kambakht Ye Mohobbat Na Hoti

    Dhema-Dhema dard suhana humko acha lagta hai,
    dukhte ji ko aur dukhana humko acha lagta hai.
    din-din bhar avara firna,ek hamari adt hai,
    rat gye ghar laut k ana humko acha lagta hai.
    Chup-Chup rehna aahe bharna,kuch na kehna logo se,
    tanha-tanha ashk bhana humko acha lagta hai.
    gulo ko takte rehna,batein karna khushbu ki,
    ye aalam apni zindagi ka hmko acha lagta hai.

    Khamosh raaho mein tera saath chahiye,
    Tanha hai mera hath,tera haath chahiye,
    Mujhko mere muqadar per itna yakeen too hai,
    Tujhko bhi mere lafz, meri baat chahiye,
    Mein khud apni shairi ko kiya ACHA kehta,
    Mujhko teri tareef, teri daad chahiye,

    Koi Tum Say Poochay Kon Hoon Main
    Tum Keh Dena ?Koi Khaas Nahi?
    Ek Dost Hay Kaccha Paka Sa
    Ek Jhoot Hay Aadha Sacha Sa
    Jazbaat Ko Dhaanpay Ek Parda
    Bus Ek Bahana Accha Sa
    Jeevan Ka Aisa Sathi Hay
    Jo Door Nah Ho K Pass Nahi
    Koi Tum Say Poochay Kon Hoon Main
    Tum Keh Dena Koi Khaas Nahi

    Abhi soraj nahin dooba zara si sham hony do

    main khud hi loat jaun ga mujhy nakam hony do

    mujhy bdnam karny k bahany dhundty ho q?

    main khud ho jaun ga bdnam pely nam hony do

    abi karna nahin aetraf-e-shikast mujhko

    main sab tasleem karlun ga ye charcha aam hony do

    meri hasti nahin anmool phir b bik nahin sakta

    wafaen bech lena par zara nilaam hony do

    naye aghaz main hi hosla q haar baithy h?

    jeet jao ge tm sab kch zara anjaam hony do

  4. very very very nice poetry i like your poetry very much
    best of luck

  5. MOHABBAT KARNA AGAR ASAAAN HOTI TO HUM MOAT KO GALY NA LAGATE ……….MOHABBAT KARNA ASAN NAHI HAIN ………………BUS YAAD KARNA

  6. MOHABBAT KARNA AGAR ASAAAN HOTI TO HUM MOAT KO GALY NA LAGATE ……….MOHABBAT KARNA ASAN NAHI HAIN ………………YE KHAIL MOHABBAT KA HUM KHAIL CHUKE HAIN …….BEST OF LUCK

    SMART_dANI19@YAHOO.COM

  7. Zalim tune to dil ko chhu liya

Leave a Reply

XHTML: You can use these tags: <a href="" title=""> <abbr title=""> <acronym title=""> <b> <blockquote cite=""> <cite> <code> <del datetime=""> <em> <i> <q cite=""> <strike> <strong>

Join Us At Facebook

RSS Shayari

  • Mere Qatil Ko Pukaro Kay Main Zinda Hoon Abhi September 8, 2010
    Mere Qatil Ko Pukaro Kay Main Zinda Hoon Abhi Phir Say Maqtal Ko Sanwaro Kay Main Zinda Hoon Abhi Yeh Shab-e-Hijar To Sathi Hai Meri Barsoon Say Jayo So Jayo Sitaro Kay Main Zinda Hoon Abhi Yeh Praishan Say Gaisu Daikhay Nahi Jatay Apni Zulfun Ko Sanwaro Kay Main Zinda Hoon Abhi Lakh Moujoun Main Ghira Hun, Abi Dooba Tow Nahi Mujh [...] […]
  • Muddat se mera dil hai k abaad nahe hai September 7, 2010
    Muddat se mera dil hai k abaad nahe hai Honton pe magar aaj b faryaad nahe hai Aata hai khayalon mei mere uska he chehra Bas us k siwa kuch b mujhe yaad nahe hai Phirte hain sabhi log yahan sehme huwe se Is sheher mein jaise koi azaad nahe hai Dekha hai ujarte huwe kitne he gharon ko Hai kon jo [...] […]
  • Tum thak gaye ho aao kuch aaram bhi kero September 7, 2010
    Ab zid pe aa gaye ho to ye kaam bhi kero Khud ko humaray naam say badnaam bhi kero Ye kaya k in ruton mein bhi qaid_e_ana ki zid Barpa bahaar mein koi kohraam bhi kero Aashiq ho ger to sabar k zindaan ko torr do Ahl_e_jahan ki saazishen naKaam bhi kero Tark_e_tal’luq ka maatam bohat hua Tum thak gaye ho aao [...] […]
  • Apne hathon ki lakeeron se mita don tujh ko September 7, 2010
    Apne hathon ki lakeeron se mita don tujh ko? Kaise mumkin hay k main aise dagha don tujh ko Sochta hon main kisi tor bhula don tujh ko Apni yaadon se kisi roz mita don tujh ko Tu na mil paye mujhe aisi Dua don tujh ko Hosla hota nahin dagh e wafa don tujh ko Mere daman mein andheron k [...] […]
  • kabi jo hum nahi hon gay September 6, 2010
    kabi jo hum nahi hon gay… kaha kis ko batao gay… wo apni uljanein sari.. wo becheini main doobe pal…. wo aankhon main chupe aansu… kise phir tum dikhao gay… kabi jo hum nahi hon gay… boht bechan hon gay… boht tanha reh jao gay… abi b tum nahi samjhay… humari ankahi batain… mgr jab yaad aayein gay… boht tum ko rulayein gay… boht chaho gay phir b… hamay [...] […]
  • Ehad nibhaane kii khaatir mat aanaa September 6, 2010
    us ne kahaa sun ahad nibhaane kii Khaatir mat aanaa ahad nibhaanevaale aksar majabuurii yaa mahajuurii kii thakan se lauTaa karate hain tum jaao aur dariyaa dariyaa pyaas bujhaao jin aaNkhon mein Duubo jis dil mein bhii utaro merii talab aavaaz na degii lekin jab merii chaahat aur merii Khvaahish kii lau itanii tez aur itanii uuNchii ho jaaye jab dil rode ta […]
  • Woh shaks kabhi laut kar nahin aya September 6, 2010
    Koi lamha bhi kabhi laut kar nahee aaya Woh shaks aisa gaya phir nazar nahee aaya Wafa ke dasht mein raasta nahee mila koi Siwayye gard-e-safar humsafar nahee aaya Kisi chiraag ne poochi nahee khabbar meri Koi bhi phool mere naam per nahee aaya Pallat ker aane lagay shaam ke parinday bhi Hamara subha ka bhoola magar nahee aaya Humein yakeen hai Amjad [...] […]
  • Kabhi khud pe kabhi halaat pe rona aya September 6, 2010
    Khabi Khud Pe Khabi Halat Pe Rona Aaya… Baat Nikli To Har Ik Baat Pe Rona Aaya… Hum To Samje Te K Hum Bhol Gaye Hain Un Ko… Kia Hova Aaj Ye Kis Baat Pe Rona Aaya… Kis Liye Jeete Hai Hum Kis K Liye Marte Hai… Baarha Aise Sawalaat Pe Rona Aaya… Kon Rota Hai Kisi Aur Ki Katir Ae [...] […]
  • Chupkay sy chand ke Roshni Choo Jay Ap ko September 5, 2010
    Chupkay sy chand ke Roshni Choo Jay Ap ko Dheery Say Yh Hawa Kuch Kh Jay Ap ko Dil Sy jo Chahty Hoo Maang Lo Khuda Sy Hum Dua Karty Hain Mil Jay Woo Ap ko EID MUBARAk Greetings […]
  • May the magic of this EID bring lots of happiness September 5, 2010
    May the magic of this EID bring lots of happiness in your life and may it fill ur HEART wid wonders. Happy EID Greetings […]