Usey hasne ki adat thi, yeh dil kuch aur samjha tha..
Usey hasne ki adat t..
Woh jazbon ki tijarat thi, yeh dil kuch aur samjha tha,
Usey hasne ki adat thi, yeh dil kuch aur samjha tha,
Mujhe woh dekh kar aksar, nigaahein phair leta tha,
Woh dar-e-pardaa haqaarat* thi, yeh dil kuch aur samjha tha..
(haqaarat;scorn, hate)
Bewafa Shayari
June 24th, 2014
umaid fazili
June 24th, 2014 at 11:12 pm
aab tere hi khaab dekhne laga hou.zindigi ka har ik gham boolne laga hou.
Majboor thhe hum hi iss liye koi shikayat nhi
Warna khak ho jate hum tera saya doondne tak
Aab kis kis ko sunavou yeah kisse .khud tou bikhra hou auroun ko bikharna nhi chahata
Tujy wafa se kya matlab Allah Allah karo saqi
Yeah dunya faani hai yahai deewanu ki kami nhi
Humne tumko be intihaa chaha bini teri awqaat dekhe .
Aab baat nafrat ki hai khud hi sooch lo kitni hogi ……..