Wo kaha karta tha. . !
Wo kaha karta tha. ...
Wo kaha karta tha
Jab
Mein tujhy bhoolunga
To wo din zindagi ka
Akhri din ho ga
Us raat taaray
Na chamkaingy
Us subha
Suraj na
Nikley ga
Wo kaha karta tha
Meri har
Saans se
Tu wabasta hai
Aaj jab us
Ne rasta badla
Tou
Yaad aya
Wo kaha karta tha
Bewafa Shayari, Dard Bhari Shayari, Sad Shayari, SMS Shayari
April 16th, 2013
Sana
December 30th, 2013 at 7:53 pm
ausmn lines