Admi bulbula hai pani ka. . !
Admi bulbula hai pan..
admi bulbula hai pani ka
kia bharosa hai zindagani ka
agar ho sakey to aa ker milo
kia hai is saans ani jani ka
agar tum laut aao to ‘Gul’
anchal sambhal lena shani ka.
Dard Bhari Shayari, Ghazal Shayari
May 22nd, 2013
SUSHEEL CHAWLA
July 15th, 2016 at 8:13 am
tere aane ki aas rakhta hun samne do gilas rakhta hun,log do chaar jam pite hai main samandar ki pyas rakhta hun.
dil ka lagana bhi hai saza ab pata chala
duniyan main ab nahi hai wafa ab pata chala
hum le gaye faqir ki baten mazak main
rakhati hai kya asar ye dua ab pata chala.