Deykhee Hai Wo Raah Bhi

Saaqiyah! Meiney Deykhee Hai Wo Raah Bhi
Jis Pai Reig-E-Rawaan Thee, Na They Naqsh-E-Paa

Koyee Bhi, Saath Jis Key, Fasaanah Na Thaa
Baad-E-Sarsar Thee, Baad-E-Khizaan Sirf Yaa

Fir Bhi, Raah-E-Talab Kaa Diwaanah Thaa Mein
Aur, Wasl-E-Sanam Keen Umeedeyn Jawaan

Mujh Ko, Aagey Badhhaaney Ko, Purjosh Theen
Ab Tah-E-Jaw Hoon, Leykin Akeilaa Naheen

Share it!
Deykhee Hai Wo Raah Bhi
0 votes, 0.00 avg. rating

More Urdu Poetry:

  1. Raah…. Jab aas paas roshni hoti hai to tare nazar nahi...
  2. Akela Chorh Dun Is Rah Me Me Usy Kese Akela Chorh Dun Is Rah Me Sath...
  3. Aap Kee Zeest Hai Aap Kee Zeest Hai, Duniyaa Hai, Aur Ham Sab Hain...
  4. Dukh Dard Kay Maaron Dukh Dard Kay Maaron Say Mera Zikar Na Karna? Ghar...
  5. Bari Uljhano Main Hon Tere Qareb Aa Kay Bari Uljhano Main Hon, Main Dushmanon...
  6. Choone Se Bikhar Jaaoonga Itna Toota Hoon Ke Choone Se Bikhar Jaaoonga Ab Agar...
  7. Inn Ankhon mai dekhker bata sakta hoon In ankhon mai dekh ker bata sakta hoon, Mujh se...
  8. Mein Jo Hoon Mein Jo Hoon? Saamney Hoon! Meyree Shaayari Deykheyn Pooraa ?Abd?...
  9. Sakoon Hai Dil Ko Sakoon Hai Dil Ko Jab Tum Paas Hoti Ho Tarap...
  10. Koyee Beygaanah Naheen Hai Koyee Beygaanah Naheen Hai Yahaan, Wahaan Yaa Kaheen Mein To...
  11. Ankhon main aansuo ko ubharnay na Ankhon main aansuo ko ubharnay na diya, Mitti pe motiyo...
  12. kahin ek aakhri hadd kahin ek aakhri hadd hai jahan dil ko bikharna hai...
  13. Ye Rung-e-Gul Bhi Hy Aur Khaar Bhi Hy Ye Rung-e-Gul Bhi Hy Aur Khaar Bhi Hy Zubaan Chalti...
  14. Katoon Si Chubhti Hai Tanhai Katoon Si Chubhti Hai Tanhai Angaroon Si Sulagti Hai Tanhai...
  15. ?MUHABBAT? ?MUHABBAT? Main Muhabat hoon mujhe pyar ker k dekh, Main...


Advertisement

Leave a Reply

Your Comment:

Search Poetry

urdu poetry dictionary love shayari romantic shayari sad shayari



RSS Shayari