Insaan Mein Haivan

Insaan Mein Haivan Yahan Bhe Hai Vahan Bhi
Allah Nigah-E-Baan Yahaan Bhi Hai Vahan Bhi

Khunkhaar Darindo?n Ke Faqat Naam Alag Hain
Shahro?n Mein Bayaabaa?n Yahaan Bhi Hain Vahaan Bhi

Rahmaan Ke Qudarat Ho Ya Bhagvan Ke Moorat
Har Khail Ka Maidaan Yahaan Bhee Hai Vahaan Bhi

Hindo Bhi Maze Mein Hain Musalman Bhi Maze Mein
Insaan Pareshan Yahan Bhi Hai Vahan Bhi

Uthata Hai Dil-O-Jaan Se Dhuaa?n Dono Taraf Hey
Ye ?Meer? Ka Deevan Yahan Bhi Hai Vahan Bhi

Share it!
Insaan Mein Haivan
0 votes, 0.00 avg. rating

More Urdu Poetry:

  1. Koyee Beygaanah Naheen Hai Koyee Beygaanah Naheen Hai Yahaan, Wahaan Yaa Kaheen Mein To...
  2. Mileygaa Kyaa Tumhain Yeh Bahtaa Khoon-E-Insaan Kah Rahaa Hai, Ruko Shaitaanou Kaheen Aisaa...
  3. Aap Aaye Nam Huyeen Aankheyn Khairmaqdam Hai! Aap Aaye Nam Huyeen Aankheyn! Kaash, Ham Saath-Saath...
  4. Firdous Ki Hooreyn Sachchaayi Hai, Ki, Noor-E-Hoor Ab Bhi Hai Yahaan Ik Nazar-E-Inaayat...
  5. Aap Kee Zeest Hai Aap Kee Zeest Hai, Duniyaa Hai, Aur Ham Sab Hain...
  6. Mein Jo Hoon Mein Jo Hoon? Saamney Hoon! Meyree Shaayari Deykheyn Pooraa ?Abd?...
  7. Duniya Badi Moo Zor Hai Bahi Duniya Badi Moo Zor Hai Bahi Yeh Bandaa Kamzor Hai...
  8. Dekh Mere Aangan Mein Baharein Dekh Mere Aangan Mein Baharein Log Milne Aate Hain; Sunke...
  9. Yahaan Bhi Hai Khoj Jaaree Rakheyn Us Ki, Lakeer Kaa Kyaa Hai Lakeer-E-Dast...
  10. Meri chahat mein kami Meri chahat mein kami kuch na thi, jaane kyon woh...
  11. Nigahon Mein Jachta Nahi Koi Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi Jaisay Meray Sarkaar...
  12. Raston Mein Bus Dhuan Dhuan Sa Hai Na To Manzil, Na Humsafer, Na Koi Karwan Hai Raston...
  13. Mujhe rone do Paana bahut kuch chahta hoon magar Bas aaj khud ko...
  14. Meri Raat Na Pooch Kitni Mushkil Se Kati Kal Ki Meri Raat Na Pooch...
  15. Wo Lamhe Wo Lamhe Jo Mujhe Chuh Kar Nahi Gujre Wo Lamhe...


Advertisement

Leave a Reply

Your Comment:

Search Poetry

urdu poetry dictionary love shayari romantic shayari sad shayari



RSS Shayari

  • Shouq tha jis ney mahi be-aab rakha! May 20, 2013
    Shouq tha jis ney mahi be-aab rakha! Log kehtay thay yehi khak hai dariya mera.. … […]
  • Mein Hun aur Tanhai Hai! May 20, 2013
    Mein hun Aur tanhai hai Teri ye chand tasweer’ain Jo mujh sey baat’ein kerti hein Teri ye chand tehreer’ain Jin ko parh ker hum khod ko tasali’yan detay hein Aur kuch card Jinhei’n hum eid per parha kertay hein Aur Teray bhejay huay kuch gift Jinhei’n hum her waqt chuma kerat thay Agr tum khod aa ker dekho Mera kamra bas teri Yaad’on ki nishani hai Aur tum K […]
  • Shama jal jal ker mita deti hai apna wajood.! May 20, 2013
    Shama jal jal ker mita deti hai apna wajood.!! Ba-wafa is per bhi keh detay hein parwaney ko hum.. … […]
  • Aye ishq marhaba wo yaha’n tak to aa gaye! May 20, 2013
    Sharma gay, lajha gay, ankh’ein chura gay.! Aye ishq marhaba wo yaha’n tak to aa gaye.. … […]
  • Shola-e-husn sey jal jaye na chehray ka naqaab. May 20, 2013
    Shola-e-husn sey jal jaye na chehray ka naqaab.. Apney rukhsar sey pardey ko hataye rakhiye! … […]
  • Shareeq-e-bazm hui jab sey chasm-e-saqi. May 20, 2013
    Shareeq-e-bazm hui jab sey chasm-e-saqi.!! Har ik jaam sey chalkey hazar maey khaney.. … […]
  • Wo mujh sey pocha kerti thi May 20, 2013
    Mein ik pal bhi ghar sey nikl’on To wo mujh sey pocha kerti thi Tum kahan gaye thay Kis sey milney gaye thay Kia kam tha tujh o Aisey be-wajha Ghar sey na nikla karo Zamana bohat kharab hai Aaj teen shab bad Jab mein ghar lauta to Yaad aya Wo pocha kerti thi … […]
  • Shama hai, jaam-o-surahi hai aur saqi hai. May 20, 2013
    Shama hai, jaam-o-surahi hai aur saqi hai.. Aye dil teray qatal mein ab kon si kasar baki hai! … […]
  • Shehar-e-ehsas mein sangeen hai jurm-e-ulfat.! May 19, 2013
    Shehar-e-ehsas mein sangeen hai jurm-e-ulfat.. Gham key zindaa’n mein hi ab apna basera ho ga.!! … […]
  • Shabab rafta key qadam ki chaap sun raha hun mein! May 19, 2013
    Shabab rafta key qadam ki chaap sun raha hun mein!! ‘Nadeem’ ehad-e-shouq ki sunaey ja kahani’yan.. … […]