Tmhary bin guzara ho nahi sakta

Tmhary bin guzara ho..

Bazid hai dil tumhary bin guzara ho nahin sakta

magar hum manty hain tu hamara ho nahin sakta

tmhary bin bari berang hogi zingagi apni

tmhary bahd koi b sahara ho nahi sakta

tmhara b to hoga hath meri is tabahi main

faqat taqdeer ka to kheel sara ho nahi sakta


send poetry

Dard Bhari Shayari
December 4th, 2009

2 comment

  1. Tmhary bin guzara ho nahi sakta

    Bazid hai dil tumhary bin guzara ho nahin sakta

    magar hum manty hain tu hamara ho nahin sakta

    tmhary bin bari berang hogi zingagi apni

    tmhary bahd koi b sahara ho nahi sakta

    tmhara b to hoga hath meri is tabahi main

    faqat taqdeer ka to kheel sara ho nahi sakta

  2. waqt bohat kam bacha hai jana aao thora waqt bita lain

Comment here

Your Comment: