Mat lout k ana main sambhal jaaon ga

Tere shaher teri soch se nikal jaaon ga
Kisi udaas sham main dhal jaaon ga

Tu Ju muker gaya hay her baat se apni
Dekh lena aik din main bhi badal jaon ga

Mat dikha mujh ko apna pashemaan chehra
Jab k tu janta hay main pighal jaaon ga

Chahe lakh terpoon tere intzaar mein
Mat lout k ana main sambhal jaaon ga

Tera hona itna zaroori tou nahin hay
Main tou yaadon k khilonon se behal jaon ga

Share it!
Mat lout k ana main sambhal jaaon ga
0 votes, 0.00 avg. rating

More Urdu Poetry:

  1. Suno tum lout aao na Suno tum lout aao na wo dekho chand nikla hai...
  2. Tab lout Aana Us Ney Kaha Sun Ehead Nibhaney Ki Khatir Mat Aana...
  3. Lout Paatey Naheen Lout Paatey Naheen, Uthh Kar Wahaan Jaaney Waaley! Dard Kitnaa...
  4. Main Kissi Or Ko Na Dekhun Itna Maghroor Kardo Mujhe Apnay Badan Ki Khusbhu Se Masroor Kardo, Mujhe Apni...
  5. Bus dekhta hi jaaon mein Teri aadaon ko kis cheez sey milaoon mein sherin kahoon...
  6. Itni Mulaqat Bohot Hay Wo Keh Ke Chalay Itni Mulaqat Bohot Hay Maine Kaha...
  7. Main sun rahi hon phir se judayi ki aahtain Ghaira hay is tarah mujhe wehshat k jaal ne Sab...
  8. ~ * ~ Yeh vAleNtiNe Bhi Guzar Gaya ~ * ~ ~ * ~ Yeh vAleNtiNe Bhi Guzar Gaya ~ *...
  9. Bari Uljhano Main Hon Tere Qareb Aa Kay Bari Uljhano Main Hon, Main Dushmanon...
  10. Mere Wajud Main Wafa Mere Wajud Main Wafa Ki Roshni Utaar De Phr Itna...
  11. Tere Dil Main Kaisi Girah Pari Tere Dil Main Kaisi Girah Pari Tujhay Us Se Itna...
  12. Haan Yeh Aasan Nahi Haan Yeh Aasan Nahi K Main Khud Ko Tujh Se...
  13. Shabnami Raat ho aur her taraf Andhera ho Shabnami Raat ho aur her taraf Andhera ho Ek chadar...
  14. seeney se laga kar kaha karti thi maan mujh ko seeney se laga kar kaha karti thi maan mujh ko...
  15. Tera Libaas Hoon Main Main Khush-Naseebi Hoon Teri, Mujhy Raas Hy Tu Tera Libaas...


Advertisement

One Response to “Mat lout k ana main sambhal jaaon ga”

  1. very very well said :)

Leave a Reply

Your Comment:

Search Poetry

urdu poetry dictionary love shayari romantic shayari sad shayari



RSS Shayari