Wo kar nahin raha tha meri baat ka yakeen
Wo kar nahin raha th..
Wo kar nahin raha tha meri baat ka yakeen,
Phir yon hoa k mar k dikhana para muje.
Dukhi Shayari
January 2nd, 2012
Wo kar nahin raha tha meri baat ka yakeen,
Phir yon hoa k mar k dikhana para muje.
Dukhi Shayari
January 2nd, 2012
Fahad Shah
November 23rd, 2016 at 9:47 pm
Bhooly Se Meri Simt Koi Dekhta Na Tha
Chehry Pe Ek zakham Lagana Para Mujhe
Us Ajnabi Se hath milane Ke Waste
Mehfil Mein Sab se Hath Milana Para Mujhe
Us Bewafa Ki Yaad Dilata Tha Bar Bar
Kal Aainy Par Hath uthana Para Mujhe
Wo Kar Nahi Raha Tha Meri Baat Ka Yaqeen
Phir Yun Hua Ke mar Ke dikhana Para Mujhe