Advertisements




Aetraaf ker lety

Pury sheher ko apny khilaf ker lety

uske jurm ka hum aetraaf ker lety

wo ik bar to kehta usy mohabat hai

hum tamam rawayton se inkar ker lety

wo ik bar bhi milny nahi aya warna

uske dil ko uske khilaf kar lety

More Urdu Poetry:

  1. Ek ajab si betaabi reh gayi Ek ajab si betaabi reh gayi uske jaane ke baad...
  2. Ankhon Ki Zubaan Tu Samajhti Ankhon Ki Zubaan Tu Samajhti Nahi Hoth Mere Bhi Kuch...
  3. Ankhon Ki Zubaan Tu Samajhti Ankhon Ki Zubaan Tu Samajhti Nahi Hoth Mere Bhi Kuch...
  4. Shaadi Ka Wada Kia Parveen Se A Shaadi Ka Wada Kia Parveen Se Warna Muhabbat To...
  5. Saaz Tanha Awaaz Tanha Saaz Tanha, Awaaz Tanha Uske Bin Parwaaz Tanha Uske Dil...
  6. Zindage Har Pal Khas Nahi Hoti Zindage Har Pal Khas Nahi Hoti Phuloon K Khusbu Hamesha...
  7. Armaan Kab tak hum apne armaan chipate rahinge? Kab tak hum...
  8. KHUDA Tu Mujhe Jawab De Ae KHUDA Tu Mujhe Jawab De K Yon Wo Chala...
  9. Kuch bhi nahi ???kuch bhi nahi? Mere paas dard-e-dil ke siwa kuch bhi...
  10. Inn Ankhon mai dekhker bata sakta hoon In ankhon mai dekh ker bata sakta hoon, Mujh se...
  11. mohabbat ki jawani aane ke bad Har insaan ne mohabbat ki jawani aane ke bad, bna...
  12. Unhone dekha aur aansu ghir pade Unhone dekha aur aansu ghir pade, bhari barsaat me jaise...


Advertisement

One Response to “Aetraaf ker lety”

  1. bewafai se pareshan bhi ho jatey hain
    narm jhonkey kabhi toofan bhi jatey hain
    hum ne mehboob jo badla to ta’ajub kesa
    log kafir se musalman bhi ho jatey hain
    yu’n to ik dard ka rishta hai sabhi logo’n se
    log kuch zeest ka unwan bhi ho jatey hain
    shehr bhar ko main muhabbat to sikha doon lekin
    khud tarashey huey bhagwan bhi ho jatey hain
    hadisa ho ya koi mojza shahi kuch ho
    rastey pyar k asan bhi ho jatey hain.

Leave a Reply

Your Comment:

Search Urdu Poetry



RSS Shayari

  • Apne pyare nabi ko sunaon ga February 7, 2012
    Beeta hai jo mere upar Apne pyare nabi ko sunaon ga Darood partha hua jab mein madine jaoga Rootay rootay apna haal sunaao ga Jab un kay qadam mubarak ki jali ko haath lagao ga Namaz parnhay jab masjid e nabwi jaon ga Apney ap ko un kay hawalay dey kar ayo ga Ae kash mujhe mout a jaye Yeh kah kar un ki chohkat say lout jayo ga Apnay gunaho ko bakshavnay kay […]
  • Tumhara Dil Jo Hai Janaa, Humare Naam Ker Daina February 7, 2012
    Tumhara Dil Jo Hai Janaa Humare Naam Ker Daina Zaroorat ger Pari Mujh Ko To Main Kuch Or Mangon ga Na Jaan Maangon ga Na Pehchaan Mangon ga Choti Si Guzarish Hai Tumhara Sath Maangon ga Ager Naraaz Ker Doge Main Tum Se Rooth Jaon Ga Bulana B Ager Chaho To Wapis He na Aaon ga Main Hasaas Larka Hon Mera Dil Toot Jayega Bohut Rona B Aayega Ager Tum Maan Jaoge K […]
  • Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. February 7, 2012
    Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. ye haadsa bi meri jaan kabhi to hona tha.. Woh muje torr ke phir jorta raha aksar.. main uske waaste jaise koi khilona tha.. Humen kahin na kahin to bichar hi jana tha yei haadsa meri zindagi mei aana tha Woh shaks mujhe saari umar tarse ga.. Naseeb uska “ke usne muje ganwana tha” … […]
  • Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko February 7, 2012
    Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko pukarta hy pahardon ka silsilah muje ko Mai asma-o-zameen ke hadey mila deta koi sitara agar jhuk ke chomta muje ko Chipak gy mery talwon sy phool seshy ke zamana khench raha tha barhana paa muje ko WO shehsawar barda reham dil tha mery lieye bardha ke nezah zameen sy utha liya muje ko mkan,khait,sabhi aag ki lapeet mai […]
  • HAr roz hamey milna har roz bichardana hy February 7, 2012
    HAr roz hamey milna har roz bichardana hy mai raat ki parchain to subha ka chera hy Alam ka ye sab naqsha bacho ka gharonda hy ek zarey ke qabzey mai sehmi hoi dunya hy hamrah chalon mery ya rah sy hat jao Dewar ke roky sy darya kahi rukta hy En ke hi isharon par ye raat mili hum ko jin chand sitarey sy chehrey ka saya bhi sunhera hy Sannatey ke shakhon par […]
  • Toota rehta ho pairon mai tazad karb sy February 7, 2012
    Toota rehta ho pairon mai tazad karb sy apny bahar muskurana,apny andar sochta ho … […]
  • Teharta hy jo ek qafla gham mery Dil mai February 7, 2012
    Teharta hy jo ek qafla gham mery Dil mai es choti sy basti sy guzar kuin nahi jata … […]
  • Toota ho ek bar magar faisla ye hy February 7, 2012
    Toota ho ek bar magar faisla ye hy os intiha pay bar digar jana hy muje … […]
  • Toot kar rehgia aeyny sy rishta apna February 7, 2012
    Toot kar reh gia aeyny sy rishta apna ek muddat hoi dekha nahi chehra apna … […]
  • Tooti jogar ke jheel ke darpan pay ek kiran February 7, 2012
    Tooti jogar ke jheel ke darpan pay ek kiran moj-e saba ny rooh mai kanta chobo diya … […]