Apna Hi Bana Lo Mujhko

Apna Hi Bana Lo Mujh..

Apni aaghosh main ek roz chupa lo mujh ko.
Gham e dunya se meri jaan bacha lo mujh ko.
Tum ko de di he isharon main ijazat main ne
Mangny se na mil sakon to chura lo mujh ko.
Apny saye se b ab to muje dar lagta hai.
Ho jo mumkin to nigahon main chupa lo muj ko.
Dil main nakam tamanaon ka tufan sa hai.
Meri uljhan meri wehshat se nikalo muj ko.
Tum ko likhna hai ksi roz ye khat main ne ..!
Hum to khud k b nai, apna hi bana lo mujhko…


send poetry

Ghazal Shayari
October 22nd, 2010

Comment here

Your Comment:

Next: »