Ek kaam kar jan

Ek kaam kar jan..

Tum jao hum se door to Ek kaam kar jana,
Kuch pal apne humare naam kar jana,

Agar AA jaye humain mout tere AAne se pehle,
To AA kar mere janaze ka Ehtaraam kar jana,

Na rona Es qadar k takleef ho humain,
Moat ko bhi mazaq samajh kar Anjaan ban jana,

Main Ek din so jaoun Ga sada k liye,
Phir mujhe bewafa keh kar badnaam kar jana,

Jo Guzro meri Qabar se to Nazrain na pherna,
Mehmaan hi ban k Dua Salaam kar jana.


send poetry

Ghazal Shayari
April 10th, 2011

Comment here

Your Comment:

Next: »