Advertisements




Ek Patthar Ko Yuun Khuda Karke

Ek Patthar Ko Yuun Khuda Karke
Kya Milaa Aisa Tajarba Karke

Dard Barhta Gaya Davaa Karke
Lmaha-Lamha, Zara-Zara Karke

Ban Gayii Bad Dua Khushi Wohi
Jis Ko Maanga Kiye Dua Karke

Zakhm Khaaye Bare-Bare Hamne
Uss Sey Choti Si Ilteja Karke

Zindagi Aazmaye …!Ji Bharke
Hum Bhi Nikle Hain Hosla Karke

Raaste Men Yaqin Mila Lekin
Wo Bhi Jaata Raha Dagha Karke

Sirf Yaaden Hi Humne Paayi Hain
Bhool Jaane Ka Faisla Karke

More Urdu Poetry:

  1. Mohabbat karke dekho to Mohabbat karke dekho to Mohabbat kya nahi karti Mohabbat khud...
  2. Woh Bewafa Ho Jaata Hai Jis Kisi Ko Bhi Chaho Woh Bewafa Ho Jaata Hai...
  3. Quran ki faryaad Quran ki faryaad taaqo mein sajaya jaata hoon, aakhon se...
  4. zindgi! tujhko manaane nikle zindgi! tujhko manaane nikle; hum bhi kis darzaa deewaane nikle.....
  5. Bahot Sahi Gam E Geti Sharab Kam Kya Hai bahot sahi gam-e-geti sharab kam kya hai gulam-e-saqi-e-kausar hun mujhko...
  6. Tab Zara Karaar Mila Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar Mila Hai Is Jahan...
  7. Roye Hai Buhat Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar Mila Hai Is Jahan...
  8. Tujhay Ishq Ho Khuda Karay Tujhay Ishq Ho Khuda Karay Tujhay Us Say Koi Juda...
  9. aa bhi jaa taa?ke mere sajadon aa bhi jaa taa?ke mere sajadon kaa aramaan nikle aa...
  10. Sunna chahte hain ek baar Aawaz aap ki Is Dil ki Halat batana nahi aata ? Kisi ko...
  11. Mila wo bhi nahi kerte Mila wo bhi nahi kerte, mila hum bhi nahi kerte...
  12. Kabhii Yuun Bhii To Ho Kabhii Yuun Bhii To Ho Dariyaa Kaa Saahil Ho Puure...
  13. Raat Yuun Dil Men Raat Yuun Dil Men Terii Khoii Huii Yaad Aaii Jaise...
  14. Mujhe Apne Zabt Pe Naaz Mujhe Apne Zabt Pe Naaz Tha, Sare Bazm Raat Ye...
  15. Hadse Ban Kay Log Hadse Ban Kay Log Yahan Mila Kartain Hain Zakam Dekay...


Advertisement

4 Responses to “Ek Patthar Ko Yuun Khuda Karke”

  1. mahendra kumar damor

  2. nice shairi i wanna red your more shairi

    my cell no 03003171447

  3. great poetry..plz some send msgz aur sms of poetry…my cell number 03006653400

  4. same to me from fati

Leave a Reply

Your Comment:

Search Urdu Poetry



RSS Shayari

  • I’m Going To Spend Valentine’s Day February 8, 2012
    I’m Going To Spend Valentine’s Day With My ” eX . . . Box 360 ” … […]
  • Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho February 8, 2012
    Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho Ke Rooth’tay Ho Kubhi Aur Manaanay Lagtay Ho Gila Tou Ye Hai Ke TUM Aatay Nahee Kubhi Laikin Jub Aatay Bhee Hou Tou Foran Hee Jaanay Lagtay Ho Ye Baat Jhon Tumhari Mazaaq Hai Ke Nahi ? Ke Jo Bhee Ho Ose Tum Aazmaanay Lagtay Ho Tumhaari Shaayari Kia Hai Bhala, Bhala Kia Hai ? Tum Apne Dil Ki Udaasi Ko Gaanay Lagtay H […]
  • Kyun na gharoor karoon mein apne aap par February 8, 2012
    Kyun na gharoor karoon mein Apne aap par, Mujhe us ne chaha, jis k chahne wale Hazaaro thay .! … […]
  • Hum ne aese ujaar di jese.. February 8, 2012
    Hum ne aese ujaar di jese, Zindagii Baap ki kamayi ho.. … […]
  • If she is an apple and you are an orange February 8, 2012
    If she is an apple and you are an orange, celebrate your differences, Make a great fruit salad Love is not about being the same, Its about being sweet with each other. … […]
  • Apne pyare nabi ko sunaon ga February 7, 2012
    Beeta hai jo mere upar Apne pyare nabi ko sunaon ga Darood partha hua jab mein madine jaoga Rootay rootay apna haal sunaao ga Jab un kay qadam mubarak ki jali ko haath lagao ga Namaz parnhay jab masjid e nabwi jaon ga Apney ap ko un kay hawalay dey kar ayo ga Ae kash mujhe mout a jaye Yeh kah kar un ki chohkat say lout jayo ga Apnay gunaho ko bakshavnay kay […]
  • Tumhara Dil Jo Hai Janaa, Humare Naam Ker Daina February 7, 2012
    Tumhara Dil Jo Hai Janaa Humare Naam Ker Daina Zaroorat ger Pari Mujh Ko To Main Kuch Or Mangon ga Na Jaan Maangon ga Na Pehchaan Mangon ga Choti Si Guzarish Hai Tumhara Sath Maangon ga Ager Naraaz Ker Doge Main Tum Se Rooth Jaon Ga Bulana B Ager Chaho To Wapis He na Aaon ga Main Hasaas Larka Hon Mera Dil Toot Jayega Bohut Rona B Aayega Ager Tum Maan Jaoge K […]
  • Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. February 7, 2012
    Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. ye haadsa bi meri jaan kabhi to hona tha.. Woh muje torr ke phir jorta raha aksar.. main uske waaste jaise koi khilona tha.. Humen kahin na kahin to bichar hi jana tha yei haadsa meri zindagi mei aana tha Woh shaks mujhe saari umar tarse ga.. Naseeb uska “ke usne muje ganwana tha” … […]
  • Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko February 7, 2012
    Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko pukarta hy pahardon ka silsilah muje ko Mai asma-o-zameen ke hadey mila deta koi sitara agar jhuk ke chomta muje ko Chipak gy mery talwon sy phool seshy ke zamana khench raha tha barhana paa muje ko WO shehsawar barda reham dil tha mery lieye bardha ke nezah zameen sy utha liya muje ko mkan,khait,sabhi aag ki lapeet mai […]
  • HAr roz hamey milna har roz bichardana hy February 7, 2012
    HAr roz hamey milna har roz bichardana hy mai raat ki parchain to subha ka chera hy Alam ka ye sab naqsha bacho ka gharonda hy ek zarey ke qabzey mai sehmi hoi dunya hy hamrah chalon mery ya rah sy hat jao Dewar ke roky sy darya kahi rukta hy En ke hi isharon par ye raat mili hum ko jin chand sitarey sy chehrey ka saya bhi sunhera hy Sannatey ke shakhon par […]