Jo Dil Mein Hay
Suno…
Keh Do
k Kab Se Muntazir Hain Hum
…Tumhary Chand Lafzoon k
Ajab Ik KashMakash Mein Hain
Ya To Tum Hum Ko Qaid Kar Do
Ya Phir Azad Kar Do
Jo Dil Mein Baat Hay Keh Do
k Jazba Koi b Ho
Izhaar Ka Muhtaaj Hota Hay
Suno…
Ab Bol b Do
Wagarna Yeh Moka
Hathoon Se Kho Baithy
To Pachtao Ge
Chalo Ab Keh b Do Hum Se
Karo Ab Tum Humy Saraab
Apny Lafzoon Ki Barish Se
Suno…
Hum Muntazir Hain…!!!
More Urdu Poetry:
- Suno tum lout aao na Suno tum lout aao na wo dekho chand nikla hai...
- Suno Janaa…! Suno Jaana Mujhe Har Pal Tumhari Yaad Aati Hai Kabhi...
- Zindagi Apni Hans K Basar Kerna Suno! Zindagi Apni Hans K Basar Kerna Nafrato?n k Raasty...
- Ganjey Mairi Talaash Mein Hain Idher To Shehar Ke Ganjey Mairi Talaash Mein Hain Udher...
- Matt Chhor Ke Jao Suno! Tum Azm Walay Ho Bala Ka Zabt Rakhtay Ho...
- Kamosh Zabaan Ke Lafzon Mein Kamosh Zabaan Ke Lafzon Mein Kuch Posheeda Si Baatein Hai...
- Kamosh Zabaan Ke Lafzon Mein Kamosh Zabaan Ke Lafzon Mein Kuch Posheeda Si Baatein Hai...
- Kamosh Zabaan Ke Lafzon Mein Kamosh Zabaan Ke Lafzon Mein Kuch Posheeda Si Baatein Hai...
- Iss Shah Latif Ki Dharti Mein Iss Shah Latif Ki Dharti Mein Iss Amn-O-Pyar Ki Basti...
- Mein Jo Hoon Mein Jo Hoon? Saamney Hoon! Meyree Shaayari Deykheyn Pooraa ?Abd?...
- Insaan Mein Haivan Insaan Mein Haivan Yahan Bhe Hai Vahan Bhi Allah Nigah-E-Baan...
- Wohi bekaar ki batain, wohi bekaar ke kissey Bohat farsooda lagte hain mujhe ab yaar ke kissey Gulo...
- Jazba-e-!shq Jazba-e-!shq alfaz ka muhtaaj hai lekin, Jo lafzoon mai bayan...
- Mohabbat mein jeene wale Mohabbat mein jeene wale Khushnaseeb hote hain. Mohabbat mein marne...
- Aansoo mein nay rok liye hain Aansoo mein nay rok liye hain Kawaab gharoda tor diya...
Advertisement
Leave a Reply
Next: khuloos »














