Kab laut ke aao ge bataa kyun nahin dete..

Kab laut ke aao ge b..

Kab laut ke aao ge bataa kyun nahin dete,
Deewaar bahaanon ki giraa kyun nahin dete,

Tum paas ho mere to pataa kyun nahin chalta,
Tum duur ho mujh se to sadaa kyun nahin dete,

Ik tere siwa aur kisi ko bhi na chaaha kabhi,
Yeh baat zamaane ko bataa kyun nahin dete,

Bahar ki havaaon ka agar khauf hai itna,
Jo roshni andar hai bhujaa kyun nahin dete..


send poetry

Ghazal Shayari, Video Shayari
April 28th, 2015

2 comment

  1. Its very amazing site, love it. Send me sad ghazals. ZAM 03027991646

  2. SIGN UP

    Har zulm tera yaad hai
    Sajjad Ali
    HAR ZULM TERA YAAD HAI LYRICS
    Sahil pe khade ho tumhe kya gham chale jaana (x2)
    [You’re standing at the shore, you don’t have a problem, you can just leave ]
    Mein doob raha hu abhi dooba toh nahi hoon
    [I’m drowning right now, but I haven’t drowned yet]

    Mein doob raha hu abhi dooba toh nahi hoon
    [I’m drowning right now, but I haven’t drowned yet]
    Ae waada farhamosh mein tujhsa toh nahi hoon
    [Hey promise breaker, atleast I’m not like you]
    Har zulm tera yaad hai bhula toh nahi hoon
    [I remember all your cruelty, I haven’t forgotten]
    Ae waada farhamosh mein tujhsa toh nahi hoon
    [Hey promise breaker, atleast I’m not like you]

    Chup chaap sahi maslehatan waqt ke haathon (x2)
    [Though silent for some reasons, I haven’t lost against time]
    Majboor sahi waqt se haara toh nahi hoon (x2)
    [Though helpless, I haven’t lost against time]
    Ae waada farhamosh mein tujhsa toh nahi hoon
    [Hey promise breaker, atleast I’m not like you]

    Muztar kyu mujhe dekhta rehta hai zamaana
    [Muztar, why do these people keep looking at me?]
    Deewana sahi unka tamasha toh nahi hoon (x2)
    [Though crazy, at least I am not their drama]
    Ae waada farhamosh mein tujhsa toh nahi hoon
    [Hey promise breaker, atleast I’m not like you]
    Har zulm tera yaad hai bhula toh nahi hoon (x2)
    [I remember all your cruelty, I haven’t forgotten]

Comment here

Your Comment: