Khwaabon Ka Ik Jahaan Mujhe De Gaya Koi
Khwaabon Ka Ik Jahaan Mujhe De Gaya Koi
Mitti Ka Ik Makaan Mujhe De Gaya Koi
Wo Dil Mein Reh Gaya Hai Ke Dil Se Utar Gaya
Kitna Ajab Gumaan Mujhe De Gaya Koi
Sehra Pe Apnay Ghar Ka Pata Likh Gaya Tha Wo
Mit’ta Howa Nishaan Mujhe De Gaya Koi
Maah-o-Najoom Noch Ke, Soraj Bujha Diya
Phir Saara Aasmaan Mujhe De Gaya Koi
Kishti Mein Chhaid Osne Kia Aur Oske Baad
Kaaghaz Ka Baadbaan Mujhe De Gaya Koi
Osne Gulaab Haath Mein Le Kar Kahaa Batool
Khushbuu Ka Tarjumaan Mujhe De Gaya Koi
More Urdu Poetry:
- Phir ajnabi fizaon se jorra gaya mujhe Phir ajnabi fizaon se jorra gaya mujhe, Mein phool thi...
- Kharidaar ho gaye us ne kaha ke hm bhi Kharidaar ho gaye bikne...
- Shayad main zindagi ki sehar leke aa gaya Shayad main zindagi ki sehar leke aa gaya, Kaatil ko...
- jab mout se bhi badh kar koi sazaa de gaya Wo Mohabbat meiN ye kaisi wafaa de gaya khus rahun...
- mout se bhi badh kar koi sazaa de gaya Wo Mohabbat meiN ye kaisi wafaa de gaya khus rahun...
- Tu Chala Gaya Mujhe chhor kar Tu Chala Gaya Mujhe chhor kar, Maine phir bhi Tujhko...
- Barra dushwaar hota hay Barra dushwaar hota hay.. Zraa sa faisla kerna? K zindagi...
- Khwaabon Ka Nagar Jala Howa Tha Aqs-e-Gul Ter Jala Howa Thaa Khwaabon Ka Nagar Jala Howa...
- Ajeeb karb mein guzri, jahaan guzri Ajeeb karb mein guzri, jahaan jahaan guzri Agerchay chaahnay waalon...
- Charaagh-e-Raah Bujha Kia, Ke Rehnumaa Bhi Gaya Charaagh-e-Raah Bujha Kia, Ke Rehnumaa Bhi Gaya Hawa Ke Saath...
- dil ko jalan dey gaya Ek din mere dil ko jalan dey gaya.. Zindagi mujhe...
- Ye Zakhm Sil Gaya To Phir Ye Dard Mit Gaya To Phir? Ye Zakhm Sil Gaya...
- Akhela Chor dena, jahaan Be-zaar ho jao Mujeh Ye Zid nahi mere Gally ka Haar ho jao...
- Yad ke jitne chiragh the roshan matti ke jitne ghar main banata chala gaya ik shaks...
- Mitti K Ghar matti ke jitne ghar main banata chala gaya ik...
Advertisement















NOMAN
June 29th, 2012 at 3:30 am
V NICE I LIKE IT.
dil
July 1st, 2012 at 2:29 am
very nice