kuch din
kuch din..
DARD K PHOOL KHILTAY HAIN BIKHAR JATAY HAIN
Zakham kese b hon kuch din mai bhar jaty hain
Rasta rokay khari hai ye uljhan kb se
Koi poochay to kahain kya k kidhar jatay hain
Narm alfaaz bhali batain Mohazib lehjay
Pehli barsaat mai hi ye rang utar jatay hain
Us dareechay mai b ab koi nahi or hm b
Sir jhukaay huey chup chap guzar jatay hain.
Ghazal Shayari
June 4th, 2011
Comment here
Next: Mari umer bhar »