Kya khabar thi

Kya khabar thi..

Be rukhi barh jayegi tu bewafaa hojayega.
Kya khabar thi mujh se tu itna khafa hojayega.

Tu ne itna bhi na socha chorh kar jatey hoye.
Tere bin kitnaa koi be Aasraa ho jaayega.

Kis ne jaana tha banega jab hamara Aashiaan.
Saara gulshan Bijlioon ke ham-nawa hojayega.

Ik zara si bewaaai bhi sahi jaaati nahi.
Dekhna ye dard hi aik din dawa ho jaayega.

Sochta ho main Shama Sehar ki tarha kaanp k.
Mujh se tu bichra to jane kya hojayeGa…


send poetry

Ghazal Shayari
September 12th, 2011

Comment here

Your Comment:

Next: »