Main samundron ka mizaj houn
Main Samandaroun Ka Mizaj Houn Abhi Iss Nadi Ko Pata Nahi
Sabhi Nadiyaan Mujh Say Milli Magar Main Kissi Say Jaa Milla Nahi
Mairay Dil Key Simat Na Daikh Too Kissi Or Ka Yeh Moqam Hai
Yahan Uss Ki Yadain Moqeem Hain Yeh Main Nay Kissi Ko Diya Nahi
Mujhay Daikh Kay Na Jhuka Nazar Na Qawar Dil Ka Tu Bund Kar
Tairay Ghar Main Aaon Ga Kis Tarah Kay Main Admi Houn Hawa Nahi
Mairay Dil Ko Khusboo Sy Bhar Gaya Woh Qareeb Say Yun Guzar Gaya
Woh Meri Nazar Mein To Phool Hai Ussay Main Kiya Laga Pata Nahi
Yeh Moqadaroun Key Likhawatain Joo Chamak Gaieen Woh Parhii Gaieen
Joo Miaray Qalam Say Likha Giya Ussay Kyun Kissi Nay Parha Nahi
Ya Badar Abh Bhi Yeh Sawal Hai Keh Yeh Bayrukhi Hai Ya Piyar Hai
Kabhi Pass Uss Kay Giya Nahi Kabhi Door Uss Say Raha Nahi…….. !!
Shayari like this
Charagh hun kab say jal raha hun
Wo mery paas sy guzra hy begana ban k..
Parhta hun to Lehja b Tum, Aawaz b Tum ho…
Dard ke purzey talash karti thi
Baat nikalegii to phir duur talak jaayegii
Yeh pichle ishq ki batain hain
jazbaaton say kheltay dekha hay
Bazi e Ishq Kuch Es Tarah Se Harey Yaroo
Aadat hi bana li hai es sheher k logon nay
Tujhe izhar-e-Mohabbat Say Agar Nafrat Thee
Tanhai mein ajeeb zamaney ki wafa dekhta raha
Teri yaad kahin rakh kar bhool gaya hoon
Mohabbat ki asiri say rehai mangtay rehna
kahin aah banke lab pe tera naam aa na jaaye
Wo Samne aye to Nazron ko Jhukaa loon ga

Ajay Ohal
July 26th, 2010 at 4:02 pm
tarstey the humse milne ko kabhi,
woh kyun aaj humare saayese katraate hai,
hum hai wahi dil hai wahi zamaana wahi hai,
jaane kyun log badal jaate hai….
Aj..