Advertisements




Meri ankhon mein gham ki nishaani

Meri Ankhon Mein Gham Ki Nishaani Nahi
Pathron Ke Payalon Mein Paani Nahi

Main Tujhe Bhool Ker Bhi Nahi Bhoolta
Pyaar Sona Hai Sone Ka Paani Nahi

Meri Apni Bhi Majbooriyan Hain Bohat
Main Samandar Hoon Peene Ka Paani Nahi

Mer Chehra Lakeeron Mein Taqseem Hai
Ayinon Se Mujhe Badgumaani Nahi

Shaam Ke Baad Bachon Se Kaise Miloon
Ab Mere Paas Koi Kahani Nahi

Mausmon Ke Lafaafe Badalte Rahe
Koi Tehreer Itni Puraani Nahi

Koi Asaib Hai Is Haseen Shehar Per faysal
Shaam Roshan Hai Lekin Suhaani Nahi

More Urdu Poetry:

  1. Ankhon Mein Namee Ankhon Mein Namee, Hansi Labon Par Kya Haal Hai, Kya...
  2. a ki meri jan mein qarar nahi hai a ki meri jan mein qarar nahi hai taqat-e-bedad-e-intazar nahi...
  3. Aik Bar Kaho Tum Meri Ho Aik Bar Kaho Tum Meri Ho Hum Ghoom Chukey Basti...
  4. Yeh kis tazabazab mein Yeh kis tazabazab mein parh gayi hun Safar k imkan...
  5. Ankhon Mein Sama Jao Ankhon Mein Sama Jao, Is Dil Mein Raha Karna Taron...
  6. Ganjey Mairi Talaash Mein Hain Idher To Shehar Ke Ganjey Mairi Talaash Mein Hain Udher...
  7. Meri chahat mein kami Meri chahat mein kami kuch na thi, jaane kyon woh...
  8. Meri sochon ke harpal mein Meri sochon ke harpal mein, tum kyo aa jaati ho,...
  9. Mujhay Aansoun Mein He Chor Do Na Mila Karo Sar-E-Sham Mujhay Main TaNha TaNha Theek Hun...
  10. Meri Dua Hai K Khush Raho Tum Meri Dua Hai K Khush Raho Tum Mile Na Koi...
  11. Mohabbat Na Rahe Tou Phir Mohabbat Na Rahe Tou Phir Raha Kuch Bhi Nahi Kerta...
  12. Nigahon Mein Jachta Nahi Koi Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi Jaisay Meray Sarkaar...
  13. ab aur kya kisi se marasim burha?ein hum ab aur kya kisi se marasim burha?ein hum yeh bhi...
  14. Mere Wujood Mein Waffa Ki Roshni Mere Wujood Mein Waffa Ki Roshni Utaar De, Phir Itna...
  15. Ankhon Ki Zubaan Tu Samajhti Ankhon Ki Zubaan Tu Samajhti Nahi Hoth Mere Bhi Kuch...


Advertisement

Leave a Reply

Your Comment:

Search Urdu Poetry



RSS Shayari

  • I’m Going To Spend Valentine’s Day February 8, 2012
    I’m Going To Spend Valentine’s Day With My ” eX . . . Box 360 ” … […]
  • Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho February 8, 2012
    Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho Ke Rooth’tay Ho Kubhi Aur Manaanay Lagtay Ho Gila Tou Ye Hai Ke TUM Aatay Nahee Kubhi Laikin Jub Aatay Bhee Hou Tou Foran Hee Jaanay Lagtay Ho Ye Baat Jhon Tumhari Mazaaq Hai Ke Nahi ? Ke Jo Bhee Ho Ose Tum Aazmaanay Lagtay Ho Tumhaari Shaayari Kia Hai Bhala, Bhala Kia Hai ? Tum Apne Dil Ki Udaasi Ko Gaanay Lagtay H […]
  • Kyun na gharoor karoon mein apne aap par February 8, 2012
    Kyun na gharoor karoon mein Apne aap par, Mujhe us ne chaha, jis k chahne wale Hazaaro thay .! … […]
  • Hum ne aese ujaar di jese.. February 8, 2012
    Hum ne aese ujaar di jese, Zindagii Baap ki kamayi ho.. … […]
  • If she is an apple and you are an orange February 8, 2012
    If she is an apple and you are an orange, celebrate your differences, Make a great fruit salad Love is not about being the same, Its about being sweet with each other. … […]
  • Apne pyare nabi ko sunaon ga February 7, 2012
    Beeta hai jo mere upar Apne pyare nabi ko sunaon ga Darood partha hua jab mein madine jaoga Rootay rootay apna haal sunaao ga Jab un kay qadam mubarak ki jali ko haath lagao ga Namaz parnhay jab masjid e nabwi jaon ga Apney ap ko un kay hawalay dey kar ayo ga Ae kash mujhe mout a jaye Yeh kah kar un ki chohkat say lout jayo ga Apnay gunaho ko bakshavnay kay […]
  • Tumhara Dil Jo Hai Janaa, Humare Naam Ker Daina February 7, 2012
    Tumhara Dil Jo Hai Janaa Humare Naam Ker Daina Zaroorat ger Pari Mujh Ko To Main Kuch Or Mangon ga Na Jaan Maangon ga Na Pehchaan Mangon ga Choti Si Guzarish Hai Tumhara Sath Maangon ga Ager Naraaz Ker Doge Main Tum Se Rooth Jaon Ga Bulana B Ager Chaho To Wapis He na Aaon ga Main Hasaas Larka Hon Mera Dil Toot Jayega Bohut Rona B Aayega Ager Tum Maan Jaoge K […]
  • Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. February 7, 2012
    Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. ye haadsa bi meri jaan kabhi to hona tha.. Woh muje torr ke phir jorta raha aksar.. main uske waaste jaise koi khilona tha.. Humen kahin na kahin to bichar hi jana tha yei haadsa meri zindagi mei aana tha Woh shaks mujhe saari umar tarse ga.. Naseeb uska “ke usne muje ganwana tha” … […]
  • Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko February 7, 2012
    Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko pukarta hy pahardon ka silsilah muje ko Mai asma-o-zameen ke hadey mila deta koi sitara agar jhuk ke chomta muje ko Chipak gy mery talwon sy phool seshy ke zamana khench raha tha barhana paa muje ko WO shehsawar barda reham dil tha mery lieye bardha ke nezah zameen sy utha liya muje ko mkan,khait,sabhi aag ki lapeet mai […]
  • HAr roz hamey milna har roz bichardana hy February 7, 2012
    HAr roz hamey milna har roz bichardana hy mai raat ki parchain to subha ka chera hy Alam ka ye sab naqsha bacho ka gharonda hy ek zarey ke qabzey mai sehmi hoi dunya hy hamrah chalon mery ya rah sy hat jao Dewar ke roky sy darya kahi rukta hy En ke hi isharon par ye raat mili hum ko jin chand sitarey sy chehrey ka saya bhi sunhera hy Sannatey ke shakhon par […]