Muddat se jis k waastey dil beqarar tha
Muddat se jis k waastey dil beqarar tha,
Wo lout kr na aaya magr intzaar tha,
Jo humsafar tha chhor gaya raah main mujhe,
Mai phas gaya bhanwar main or wo darya k paar tha,
Manzil qareeb aai to tum door ho gaye,
Itna tou tum batao k ye kaisa pyar tha? ??
Deewar bana di ye kis ne dono k darmyan,
Na wo sukon se betha na mujhko qarar tha,
Ye baat umer bhar samajh na paya “mohsin”
Kiun dil mera us wafadr ka talbgaar tha..!
More Urdu Poetry:
- kya kya badal gaya ! Aankhoon ka rang, baat ka lehja badal gaya wo shaks...
- Badal geya hoon mein Teray Hisaar se Bahir nikal gaya hon Main Tu theek...
- Woh Shakss Kitna Badal Geya… Aankhon ka rang, baat ka lehja badal gaya woh shakhs...
- shab-e-hijar main soya kaisa Dil Munafiq tha shab-e-hijar main soya kaisa Aur jab tujh...
- Kaisa hai woh Khirrkiyan kis tarha ki hain, aur dar kaisa hai wo...
- Kaisa Lage Ga BAN Jaon Agr Tumsa”Tumhay” Kaisa Lage Ga HaR”Pal Main Rahon”Tum”se...
- Ban Jaon Agar Tum Sa Tumhay Kaisa Lagay Ga Ban Jaon Agar Tum Sa Tumhay Kaisa Lagay Ga? Her...
- main gulshan tha bikher gaya woh naam tha badal gaya ? main shaam tha dhal...
- Yad karke mujhe taklif he hoti hogi Yad karke mujhe taklif he hoti hogi, Aik qisa hoon...
- Ek Muddat ?”Ek muddat baad mili Qed se aazadi.. Par Jab mili...
- ya dill na jane kya kar betha ya dill na jane kya kar betha muj se bina...
- Woh Yaar Hamara Kaise Hai Aye moj-e-hawa,Ab tu hi bata, Wo yar hamara kaisa hai?...
- Beqarar tu bhi kia hai tanhaiyon ne bechain mujh ko aur beqarar tu...
- Woh Dil Ka Bura Na Bewafa Tha Woh Dil Ka Bura, Na Bewafa Tha Bas Mujh Say...
- Woh Dil Ka Bura Na Bewafa Tha Woh Dil Ka Bura, Na Bewafa Tha Bas Mujh Say...
Advertisement















umar ch
April 23rd, 2012 at 2:00 pm
kamal hy yar…….