Na Tu Kabhi Judayi Pe Ashakbaar Rahe
Na main na tu kabhi judaie pay ashakbar rehay
Laikin ye kiya k hum donon bay qarar rehay
Tou apnay der pay khhara daikhta raha mujh ko
Nazer saiy oojhal na meri teray der-o-deewar rehay
Tou humsafer na raha na he tou praya howa
Magar ajeeb saiy rishtay zehan pay sawar rehay
Kabhi naapi na gaie rishton ke tawalat mujh saiy
Magar qadam ye meray lahoo saiy tar tar rehay
Teray deedar ko terson ye keh gaya hay naseeb
Zamee’n pay main rahon tou chaand k paar rehay
Ajab kamal-e-shanasaie waqt dikha gaya shaukat
Na bahain ashak payar dil main baishumaar rehay
By : Shaukat Ali Khan
More Urdu Poetry:
- Kuch aur seenay ko laal kar Main bikhra howa hon jaga jaga mujh sai koe na...
- kabhi jo mujh ko kabhi jo mujh ko talaash kerna tou chand raaton ki...
- Khayal Rakhna Tum apni aankhon main ghum k budlay shararton ko saja...
- Tumhari Raah Hamari Raah Alag kab thhe ik manzil saiy tumhari rah humari rah...
- kabhi yoon bhi kabhi yoon bhi ho na waqt rehay na waqt kii...
- Tujhay Kiya Khaber aiy hum-nashin Tujhay Kiya Khaber aiy hum nashin yahan kitnay sadmay guzar...
- Usko Mein Yaad Na Aaon Ab ore kis sobha saiy main aas lagaon Jab shaam...
- Kabhi qurbat ke lamhon main thhikana bhool jatay hain Kabhi qurbat ke lamhon main thhikana bhool jatay hain Kabhi...
- Hoti Hai Tere Naam Se Wehshat Kabhi Kabhi Hoti Hai Tere Naam Se Wehshat Kabhi Kabhi Barham Hui...
- Fiza-e jannat main bhi hamaisha Fiza-e jannat main bhi hamaisha nasheest un hi saji rehay...
- waheen khara hoon Kabhi jo mujh ko talaash kerna Tou chand raaton ki...
- Kabhi Meharban Tha Tu Kabhi Anjan Tha Kabhi Meharban Tha Tu Kabhi Anjan Tha. Mera Wehem Tha...
- Main sun rahi hon phir se judayi ki aahtain Ghaira hay is tarah mujhe wehshat k jaal ne Sab...
- Kabhi Sab Kuch Keh Kar, Kabhi Khamosh Reh Kar .. Kabhi Sab Kuch Keh Kar Kabhi Khamosh Reh Kar Kabhi...
- Na he ibteda pay udaas hon na he inteha pe.. Na he ibteda pay udaas hon na he inteha pay...
Advertisement














