nahi ye kaam akal walon ka
nahi ye kaam akal wa..
nahi ye kaam akal walon ka,
pyaar ker lain to sochna kya hai,
tujh ko dekha to ishq ker bethay,
nahi dekha bhala bura kya hai,
bina teray mai laash jesi hoon,
mai nahi jaanti kaza kya hai,
tujhko dekhain to jaan lain gy sb,
pyaar kya hota hai wafa kya hai
Ghazal Shayari
May 7th, 2011
Comment here
Next: Meri tamana na kiya kar »