Advertisements




pehli mohabat ka khasara yaad rehta he

bhanvar ki gaud me jaisey kinara sath rehta he
kuch aisay hi tumhara aur hamara sath rehta he

mohabbat ho k nafrat ho usee se mashwara hoga
meri harr kafiyat me iste’aara sath rehta he

safar me ain mumkin he me khud ko chhor doon lekin
duayen karne walon ka sahara sath rehta he

mere maula ne mujhko chahaton ki saltanat de di
magar pehli mohabat ka khasara yaad rehta he

agar “Sayyad” mere lab par mohabbat hi mohabbat he
to phir ye kiss liye naffrat ka dhara sath rehta he

More Urdu Poetry:

  1. Bigra Hi Rehta Hy Kbhi Tou Miley Pehli Mulaqat Ki Terha Bigra Hi Rehta...
  2. Mohabat ka sitara uski ankhon main mohabat ka sitara ho ga ik din...
  3. Ye dil mera jo bohat beqaraar rehta hai Ye dil mera jo bohat beqaraar rehta hai na jaane...
  4. Mohabat ki Haqeeqat Mohabat sirf visal-e-sanam kab hai is k hazaroon roop rang...
  5. Ab Mohabat nahi hoti Mujh ko Ab tujhy dekhun to mohabat nahi hoti mujhko zakham khulty...
  6. Dosti Pehli Baarish Ki Boondo Mein Hai Dosti Pehli Baarish Ki Boondo Mein Hai Dosti Khilte Phool...
  7. Meri pagal Mohabat Meri pagal mohabat tmhen yaad aye gi jab chand sitary...
  8. Karoon na yaad usey kis terah bhulaon usey karuu.N na yaad agar kis tarah bhulaa_uu.N use karuu.N na...
  9. mohabat phir mohabat hay mohabat phir mohabat hay kabhi dil say nahi jati? lakhon...
  10. Mohabat phir mohabat hay mohabat phir mohabat hay kabhi dil say nahi jati? lakhon...
  11. Bhool Jana Bhi Usay Yaad bhi Kartay Rehna Bhool Jana Bhi Usay Yaad bhi Kartay Rehna, Acha Lagta...
  12. Hum usay yaad bhi aye tou kab yaad aye Kya khazanay meri jaan,hijer ki shab yaad aye Tera chehra,teri...
  13. Humare Seeney Main Rehta Hy Humare Seeney Main Rehta Hy Bicharne Ka Amal Taaza Hawao?n...
  14. Mohabat kam nahi hoti mohabat rooh mein utara huwa mosuam hai jana ta’aluq khtm...
  15. Kar k Mohabat koi nahin bachy gaa Kisi ko mohabat ki sachai maar daly gi kisi ko...


Advertisement

Leave a Reply

Your Comment:

Search Urdu Poetry




RSS Shayari

  • Mera dil udas kyun hai.. May 16, 2012
    Jo zara kisi ne chera chalak jaynge aansu, Mujhse koi na pucho mera dil udas kyun hai. … […]
  • Kisi Ka Haath Pakar Kar Chalte Hue May 16, 2012
    Kabhi Dekha Hai Andhe Ko Kisi Ka Haath Pakar Kar Chalte Hue, Maine Mohabbat Mein ‘TujhPe’ Kuch Yu’n Bharosa Kiya Tha..!! … […]
  • Main Bhool Gaya Hon Tujhe? May 16, 2012
    Kia Kaha..?? Main Bhool Gaya Hon Tujhe..? Nahi…! Nahi …! Dil Abhi Dharakta Hai… … […]
  • Tanhaai ki Raat Katt He Jayegi May 16, 2012
    Tanhaai ki Raat Katt He Jayegi Itne Bhi Hum Majboor Nahi, Dohra Kar Teri Baton ko, Kabi Hans Len Gy Kabi Ro Len Gy..!! … […]
  • Apne Haathon Ki Lakeeron Mein Basaa Le Mujhko May 16, 2012
    Apne Haathon Ki Lakeeron Mein Basaa Le Mujhko Mein Hun Tera Naseeb Apna Bana Le Mujhko Mujh Se TU Poochnay Aaya Hai Wafa Ke Maainay Ye Teri Saada-Dili Maar Na Daalay Mujhko TU Ne Dekha Nahee Aainay Se Aagay Kuch Bhee Khuda Parasti Mein Kaheen TU Na Ganwa Le Mujhko Khud Ko Mein Baant Na Daalon Kaheen Daaman Daaman Kar Dia TU Ne Agar Mere Hawaalay Mujhko Baada […]
  • Mohabbat khawb hoti hai.. May 16, 2012
    Mohabbat khawb hoti hai, Bari betaab hoti hai, Agar koi pooch bethe tou, Mohabbat raaz hoti hai.. … […]
  • Apni Ankhoon Kay Sabhi Ashk Sula Kar Soona May 15, 2012
    Apni Ankhoon Kay Sabhi Ashk Sula Kar Soona Tum Meri Yaad Ka Har Deep Bujhaa kar Soona, Ek Sitara Bhi Mere Khayal ka Baqi Na Rahe Chandni Shaab Kay Nishanat Mita Kar Soona, Darr Laga Rehta Hai Neendin Hi Kahin Cheen Na Le Tera Yeh Roz Meray Khuwaboon Main Akar Soona, Baad Main Log Gira Dain Tu Koi Baat Nahi Har Taraf Piyar Ki Deewar Utha kar Soona, Bhool Jaao […]
  • Apni tanhai mere naam pe abaad kare May 15, 2012
    Apni tanhai mere naam pe abaad kare, Kaun hoga jo mujhe uski tarah yad kare.. … […]
  • Hum Rahay Per Nahee Rahay Aabaad May 15, 2012
    Hum Rahay Per Nahee Rahay Aabaad Yaad Ke Ghar Nahee Rahay Aabaad Kitni Aankhain Howin Halaak-e-Nazar Kitnay Manzar Nahee Rahay Aabaad Hum Ke Ay Dil Thay Sakhan Sir Taa Paa Hum Labon Pe Nahee Rahay Aabaad Sheher-e-Dil Mein Ajab Mohallay Thay In Mein Aksar Nahee Rahay Aabaad Jaanay Kia Waaqiya Howa Kiun Loog ???? Apnay Andar Nahee Rahay Aabaad … […]
  • Ishq me hamesha hi, sabko thokar milti hai.. May 15, 2012
    Ishq me hamesha hi, sabko thokar milti hai, bas kuch hi khushnasib hote hai, jinhe mohabat milti hai. … […]