sard sard mosam
sard sard mosam main
zard sard honton pay
chup ka ye jo pahra hay
ye b jurm tahra hay
iss taveel chup ka bhi
…un k sar hi sahra hay
sardion ki shamon may
shall orhay yadon ki
haan kisi kay vadon ki
chal ae dil too os vadi
jis jagha pai kanton kai
k ghna sa jungle hay
os ghnay say jungle main
qaber hay shikasta si
os main dafan hain yadain
koch odas shamon ki
More Urdu Poetry:
- ye saal bhi akhir beet gya Ab yad dilaye kon tmhen ye saal b akhir beet...
- us ke qadam jahan parey faraz Us ke qadam jahan parre hum ne woh jagha choom...
- muhabbat ye muhabbat bi ajeeb hai dosto kaisey kheel khilati hay...
- Ibtidaa Kee Intehaa Mat Poochhiay Ibtidaa Kee Intehaa Mat Poochhiay Ik Dafaa Ko Kehdiaa Mat...
- Aaj halki halki baarish hay Aaj halki halki baarish hay, aaj sard hawa ka...
- Aj mujhy tmko itna hi btana hai phir aaj mujhy tmko itna hi btana hai hansna hi...
- main gulshan tha bikher gaya woh naam tha badal gaya ? main shaam tha dhal...
- Mery aansu nahi rukty Hawa Jab geet gati hai Mere AAnsu Nhn Rukte Tumhari...
- BOht roya Khud ko chup karak main aj boht roya purani yadoon...
Advertisement
Leave a Reply
Next: Zakhamo ko hava lagti hai »














