Advertisements




sochti hun aksar

sochati hun aksar
yuh hi khayaalon mein
ki milogey ik din tum mujhko.
par main jaanti hun
ki
na tumne kabhi chaha mujhko
aur na hi kabhi chahogey .
fir bhi,
tera yeh dekhna mujhko,
kabhi yun hi
bulaa kar baat kar lena,
baraa deta hai
meri taakat ko.
ki fir sochun
sirf khayaalon mein
ki milogey ik din tum mujhko

More Urdu Poetry:

  1. Dua nahi to gila deta koi Dua nahi to gila deta koi meri wafaon ka sila...
  2. Mujh Ko Baatein Kab Aati Hain Mujh Ko Baatein Kab Aati Hain ? Main To Bus...
  3. main uss ke khayaalon main uss ke khayaalon se nikluun to kahan jaun wo...
  4. SheeshEy ki tarah tUt k giRne naHi deTa.. SheeshEy ki tarah tUt k giRne naHi deTa.. Yeh zabT...
  5. JO LEKHA KAGHAZ PY Jo lekha kaghaz py wo kalaam mit gea. Rait py...
  6. Jub Wo Zaban Deta Hai Be-Zubanon Ko Jub Wo Zaban Deta Hai Parhne Ko Phir...
  7. ==? Valentines K Din ?== ==? Valentines K Din ?== Valentines k din Mein Deta...
  8. Sawal Tu Hy Jawab Tu Hy Sawal Tu Hy Jawab Tu Hy Mohabbato?n Ki Kitaab Tu...
  9. Ishq Sabhi Ko Jeena Sikha Deta Hai Ishq Sabhi Ko Jeena Sikha Deta Hai Wafa Ke Naam...
  10. kabhi zindagi ka naam kABHI ZINDAGI KA NAAM HY MOHABBAT. KABHI MOUT KA PEGHAM...
  11. Wo Lamhe Wo Lamhe Jo Mujhe Chuh Kar Nahi Gujre Wo Lamhe...
  12. Kuch bhi nahi ???kuch bhi nahi? Mere paas dard-e-dil ke siwa kuch bhi...
  13. Mujhe Apne Zabt Pe Naaz Mujhe Apne Zabt Pe Naaz Tha, Sare Bazm Raat Ye...
  14. Mere Wujood Mein Waffa Ki Roshni Mere Wujood Mein Waffa Ki Roshni Utaar De, Phir Itna...
  15. Khud Ko Jalaana Chahti Hoon Ajeeb larki hoon Khudh ko jalana chahti hoon Mein khudh...


Advertisement

One Response to “sochti hun aksar”

  1. its so very nice sad shayari

Leave a Reply

Your Comment:

Next: »

Search Urdu Poetry



RSS Shayari

  • Apne pyare nabi ko sunaon ga February 7, 2012
    Beeta hai jo mere upar Apne pyare nabi ko sunaon ga Darood partha hua jab mein madine jaoga Rootay rootay apna haal sunaao ga Jab un kay qadam mubarak ki jali ko haath lagao ga Namaz parnhay jab masjid e nabwi jaon ga Apney ap ko un kay hawalay dey kar ayo ga Ae kash mujhe mout a jaye Yeh kah kar un ki chohkat say lout jayo ga Apnay gunaho ko bakshavnay kay […]
  • Tumhara Dil Jo Hai Janaa, Humare Naam Ker Daina February 7, 2012
    Tumhara Dil Jo Hai Janaa Humare Naam Ker Daina Zaroorat ger Pari Mujh Ko To Main Kuch Or Mangon ga Na Jaan Maangon ga Na Pehchaan Mangon ga Choti Si Guzarish Hai Tumhara Sath Maangon ga Ager Naraaz Ker Doge Main Tum Se Rooth Jaon Ga Bulana B Ager Chaho To Wapis He na Aaon ga Main Hasaas Larka Hon Mera Dil Toot Jayega Bohut Rona B Aayega Ager Tum Maan Jaoge K […]
  • Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. February 7, 2012
    Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. ye haadsa bi meri jaan kabhi to hona tha.. Woh muje torr ke phir jorta raha aksar.. main uske waaste jaise koi khilona tha.. Humen kahin na kahin to bichar hi jana tha yei haadsa meri zindagi mei aana tha Woh shaks mujhe saari umar tarse ga.. Naseeb uska “ke usne muje ganwana tha” … […]
  • Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko February 7, 2012
    Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko pukarta hy pahardon ka silsilah muje ko Mai asma-o-zameen ke hadey mila deta koi sitara agar jhuk ke chomta muje ko Chipak gy mery talwon sy phool seshy ke zamana khench raha tha barhana paa muje ko WO shehsawar barda reham dil tha mery lieye bardha ke nezah zameen sy utha liya muje ko mkan,khait,sabhi aag ki lapeet mai […]
  • HAr roz hamey milna har roz bichardana hy February 7, 2012
    HAr roz hamey milna har roz bichardana hy mai raat ki parchain to subha ka chera hy Alam ka ye sab naqsha bacho ka gharonda hy ek zarey ke qabzey mai sehmi hoi dunya hy hamrah chalon mery ya rah sy hat jao Dewar ke roky sy darya kahi rukta hy En ke hi isharon par ye raat mili hum ko jin chand sitarey sy chehrey ka saya bhi sunhera hy Sannatey ke shakhon par […]
  • Toota rehta ho pairon mai tazad karb sy February 7, 2012
    Toota rehta ho pairon mai tazad karb sy apny bahar muskurana,apny andar sochta ho … […]
  • Teharta hy jo ek qafla gham mery Dil mai February 7, 2012
    Teharta hy jo ek qafla gham mery Dil mai es choti sy basti sy guzar kuin nahi jata … […]
  • Toota ho ek bar magar faisla ye hy February 7, 2012
    Toota ho ek bar magar faisla ye hy os intiha pay bar digar jana hy muje … […]
  • Toot kar rehgia aeyny sy rishta apna February 7, 2012
    Toot kar reh gia aeyny sy rishta apna ek muddat hoi dekha nahi chehra apna … […]
  • Tooti jogar ke jheel ke darpan pay ek kiran February 7, 2012
    Tooti jogar ke jheel ke darpan pay ek kiran moj-e saba ny rooh mai kanta chobo diya … […]