Advertisements
Tanhai mein ajeeb zamaney ki wafa dekhta raha
Tanhai mein ajeeb zamaney ki wafa dekhta raha
Umer bhar apna ghar tanha dekhta raha
Kahin na kahin to badal hi jatay hain silsilay
Magar main jahan gaya sehra dekhta raha
Jane kyun qatratay hain log mujhe milne say
Kal shab dair talak aaina dekhta raha
Pani mangte magte meray honth pathar ho gaye
Woh shaks mashkiza liye khara dekhta raha
Be-gunah tha phir bhi sir jhukaye hue
Sitam-gar ki sitam ki inteha dekhta raha
Umar bhar mohabbat ka kuch youn silsila raha
Main usay or woh duniya dekhta raha
Kahon ga KHUDA se youm-e-hisaab ko MOHSIN
Ke zamana meri barbadi ka tamasha dekhta raha
More Urdu Poetry:
- Meri chahat ka safar is liye dushwar raha Meri chahat ka safar is liye dushwar raha Main mohabat...
- Raat ko raat bhar dekhta Raat ko raat bhar dekhta reh gaya, bewafa se bawa...
- Bus dekhta hi jaaon mein Teri aadaon ko kis cheez sey milaoon mein sherin kahoon...
- Mare Wafa Ka Naksh Mare Wafa Ka Naksh Her Ek Dil Main Rah Gaya...
- Selaab Dekhta Hoon Selaab Dekhta Hoon Tou Hota Hai Ye Gumaan Paani Phirta...
- main wafa kar ke bhi raha main wafa kar ke bhi raha gumnaamon mein shaamil aur...
- Ma kise suna raha hoon ye ghazal mohabbaton ki Ma kise suna raha hoon ye ghazal mohabbaton ki Kahin...
- Mohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai Mohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai Bulandi Pay Apna...
- Ik Shakhs tanha rota Raha hai Ik Shakhs tanha rota Raha hai, apne aansuo ko palko...
- Me Or Meri Tanhai Akser Ye Batain Kartay Me Or Meri Tanhai Akser Ye Batain Kartay Tum Hoti...
- kahin shikwy mily kahin thokren milin waqt aisi rawani main dhalta raha main be khabar aisy...
- Mein Tanhai Kyu Hai ? Is Do Pal Ki Zindagi Mein Tanhai Kyu Hai ?...
- Meri Palkein Bhigo Raha Hai Koi Meri palkeN bhigo raha hai koi Mujh se naraaz ho...
- Meezan e jahalat main gohar tol raha hai Meezan e jahalat main gohar tol raha hai pemanaye tableegh...
- Ab jo bichray hain toh ehsaas hua hai Ab Jo bichray hain toh ehsaas hua hai hum ko...
Advertisement


















