Uljhay huay haalaat
Uljhay huay haalaat ka shikwa na kiya kar
khairaat mein khushiyon ki tamanna na kiya kar
So baar kaha itni mohabbat nahin achi
So baar kaha itna bharosa na kiya kar
Haalaat hamain aik kabhi honay nahin dengay
Ae DOST meray, meri tamanna na kiya kar
Kya janay ye kis morr pay lay jay zamana
Tu MUJH ko kisi pal bhi elehda na kiya kar
Mumkin ha kisi roz bichar jaon achanak
Tu mujh say pyar itna ziyada na kiya kar…!
More Urdu Poetry:
- Kabhi yaad hi nahi aaya To kiya tumhain main kabhi yaad hi nahi aaya? Kisi...
- Us simt chalay ho Us simt chalay ho to bas itna use kehna Ab...
- DUA kiya karo Maine kaha ke mere liye kuch DUA kiya karo Us...
- Mere liye kuch dua karo main nay kaha k mere liye kuch dua karo us...
- MUHABBAT” ki thi Sari duniya k rivajon se adawat ki thi Tumko Yaad...
- Jo teri soch Baar’ha dil nay kaha ay shobda’gr Tu k ilfaz sy...
- Usne kaha Mujh se kitna Pyaar hai.. Usne kaha Mujh se kitna Pyaar hai.. Maine kaha Sitaron...
- Chahat Ki Mehfil Chahat Ki Mehfil Main Bulaya Hai Kisi Ne, Khud Bula...
- Woh Dil Ka Bura Na Bewafa Tha Woh Dil Ka Bura, Na Bewafa Tha Bas Mujh Say...
- Yehi aarzoo rahi umr bhar k muhabbaten Yehi aarzoo rahi umr bhar k muhabbaten mery saath hon...
- Ab Mohabat nahi hoti Mujh ko Ab tujhy dekhun to mohabat nahi hoti mujhko zakham khulty...
- Kash key tum namm aankhon se Kash key tum namm aankhon se? Ek baar bas itna...
- Kisi Ko Dekhne Ki Tamanna Kisi Ko Dekhne Ki Tamanna Main Ashkbaar Yeh Anakehen Kisi...
- Shaam hony do Abhi sooraj nahin dooba, zara see shaam hone do, Main...
- Afsaano ki dunya Afsaano ki dunya men sab jhoot nahin hota.. Dil aur...
Advertisement
Leave a Reply
Next: Ye log ajnabi »














