Usay Bhula Doon, Magar Hosla Kahaan Mujh Mein..

Usay Bhula Doon, Magar Hosla Kahaan Mujh Mein
Woh Mere Khoon Ki Tarah Hai Rawaan Dawaan Mujh men,

Yeh Be Sabab To Nahi Mujh Men Girya-o-Zaari
Koi To Rehta Hai Har Waqt Noha Khwaan Mujh Men,

Bas Ek Zalzala Aaya Tha Aur Guzar Bhi Giya
Magar Woh Chor Giya Hai Kai Nishaan Mejh Men,

Azeez Itna Bhi Kiyon Hai Sakoot-e-Shaam-e-Alam ??
Kahaan Se Aaie Hain Itni Udasiyan Mujh Men ??

Kabhi Main Dard K Darya Men Doob Jata Hoon
Kabhi Yeh Dard Uatarta Hai Meri jaan Mujh Men,

Ye Kon Baant Giya Mujh Mein Ronaqain Apni ??
Yeh Kon Kar Giya Abaad Ek Jahaan Mujh Mein ??

Main Jab Bhi Haath barhane Lagta Hoon Gulon Ki Taraf
To Urne Lagti Hain “Shamsheer” Titliyaan Mujh Mein.

Share it!
Usay Bhula Doon, Magar Hosla Kahaan Mujh Mein..
0 votes, 0.00 avg. rating

More Urdu Poetry:

  1. Ham jaN t0h daiN ge maGaR dh0Ka naHi usaY Mujh se gilaY hain mUjh pe Bhar0sa nahi usay, Yeh...
  2. Usay Paana, Usay Khona… Usay Paana, Usay Khona, Ussi Ke Hijr Mein Rona Yehi...
  3. barish usay pasand hay Suna hay barish usay bhi pasand hay wo bhi meri...
  4. Maut bhi nahin aati Zehan ko afkar ankhon ko pani daay giya Jatay jatay...
  5. Kahaan Tha Itna Azaab Ashna Maira Chehra Kahaan Tha Itna Azaab Ashna Maira Chehra Jallay Chiraagh tu...
  6. Kahaan Ley Chaley Ho Mujhey Kahaan Ley Chaley Ho Mujhey? Meyrey Kheywanhaar! Sammukh Jal Hai,...
  7. qismat to dekh tooti hai jaa kar kamad kahaan qismat to dekh tooti hai jaa kar kamad kahaan do...
  8. sab mujhy hi kehty hain k too usay bhool ja sab mujhy hi kehty hain k too usay bhool ja...
  9. Woh Ziddi Tha Bohat Magar! Meri Eltijaon Pe Maan Jata Tha… Woh Ziddi Tha Bohat Magar! Meri Eltijaon Pe Maan Jata...
  10. Mujh Mein Talash Mere Wajood Ki Mujh Mein Talash Chor Gaya Jo Pori...
  11. Mujh Say Itnay “Qareeb” ho Jao! Mujh Say Itnay “Qareeb” ho Jao ….! Udaas Shab Ki...
  12. USay Ye Kon Samjhaye ?? USay Ye Kon Samjhaye ?? Wo Dasht-e-Khamoshi Mein Ungliyo?n Mein...
  13. Wo Mujh Mein Ghul Mil Gayi Hai Wo Mujh Mein Ghul Mil Gayi Hai Laikin, Abhee Talak...
  14. Kaise bhula doon usko Kaise bhulda doon us ko main Mout insanon ko aati...
  15. Kaise Bhula Doon Usko Main Kaise Bhula Doon Usko Main, Maut Insanon Ko Aati Hai,Yadon...


Advertisement

Leave a Reply

Your Comment:

Search Poetry

urdu poetry dictionary love shayari romantic shayari sad shayari



RSS Shayari