Waqt marham hai
Waqt marham hai..
abhi wo dard baaki hai…..
agar-chey waqt marham hai……
magar kuch wakt lagna hai……
kisi ko bhool jaane me….
dobara dil basaane me…..
abhi kuch wakt lagna hai…..
abhi wo dard baki hai…..
me kese nayi ulfat main….
apni zaat ko gum kar doon….
k mere jism-o-jaan main…..
abhi wo fard baaki hai…..
abhi ‘uss’ shakhs ki mujh per….
nigaahe sard baaki hai…!
Ghazal Shayari
August 8th, 2011
Comment here
Next: Aaya samny wo »