Advertisements




Yehi jumla bar bar likhdo

Aik Bar Kar K Aithbaar Likhdo,
Kitna Hai Mujhse Pyaar Likhdo,

Kat’ti Nahi Yah Zindagi Ab Tere Bina,
Kitna Aur Karun Intezar Likhdo,

Taras Rahe Hain Bari Muddat Se,
Is Bar Apni Muhabbat Ka Izhar Likhdo,

dewanay Ho Jayein Jissay Parh K Hum,
Kuch Aisa Tum Mere Yaar Likhdo,

Zadha Nahi Likh Saqtay Toh Mat Likho Tum,
Muhabbat Bharay Alfaz Do ChAar Likhdo,

Aik Bar Likho Muhabbat Hai Mujhe Tumse,
Phir Yahi Jumla Bar Bar Likh Do….!!!!

More Urdu Poetry:

  1. Dil Udaas Hai Bohat.. Dil udhaas hai bahut koyi paigaam hi likh do...
  2. Aankh Ko Jaam Likho Zulf Ko Barsaat Likho Aankh Ko Jaam Likho Zulf Ko Barsaat Likho Jis Se...
  3. Tujhy Geet Likho?n Tujhy Geet Likho?n k Tujhy Meet Likho?n Ya Janam Janam...
  4. farz karo tum farz karo tum chat per baithe apne baal sukhate ho...
  5. Ankhon Ki Zubaan Tu Samajhti Ankhon Ki Zubaan Tu Samajhti Nahi Hoth Mere Bhi Kuch...
  6. Ankhon Ki Zubaan Tu Samajhti Ankhon Ki Zubaan Tu Samajhti Nahi Hoth Mere Bhi Kuch...
  7. Bas Yehi Soch Ker Bas Yehi Soch Ker Tujhse Mohabbat Kerta Hoon Mein Faraz,...
  8. Maine unko ek salaam likh bheja Maine unko ek salaam likh bheja.. Haal-e-dil tamaam likh bheja?...
  9. muhabbat Kabhi zindagi ka naam he muhabbat. Kabhi moot ka pegham...
  10. Yehi aarzoo rahi umr bhar k muhabbaten Yehi aarzoo rahi umr bhar k muhabbaten mery saath hon...
  11. Ham jaN t0h daiN ge maGaR dh0Ka naHi usaY Mujh se gilaY hain mUjh pe Bhar0sa nahi usay, Yeh...
  12. Paigam Bahut Rokeya Si Main Is Hatth Nu, Tu Sajjna Nu...
  13. Kabhi jo ker sako aisa Kabhi jo ker sako aisa to koshish ker k dekhna.....
  14. Kabhi jo ker sako aisa Kabhi jo ker sako aisa to koshish ker k dekhna.....
  15. Akhela Chor dena, jahaan Be-zaar ho jao Mujeh Ye Zid nahi mere Gally ka Haar ho jao...


Advertisement

Leave a Reply

Your Comment:

Search Urdu Poetry



RSS Shayari

  • I’m Going To Spend Valentine’s Day February 8, 2012
    I’m Going To Spend Valentine’s Day With My ” eX . . . Box 360 ” … […]
  • Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho February 8, 2012
    Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho Ke Rooth’tay Ho Kubhi Aur Manaanay Lagtay Ho Gila Tou Ye Hai Ke TUM Aatay Nahee Kubhi Laikin Jub Aatay Bhee Hou Tou Foran Hee Jaanay Lagtay Ho Ye Baat Jhon Tumhari Mazaaq Hai Ke Nahi ? Ke Jo Bhee Ho Ose Tum Aazmaanay Lagtay Ho Tumhaari Shaayari Kia Hai Bhala, Bhala Kia Hai ? Tum Apne Dil Ki Udaasi Ko Gaanay Lagtay H […]
  • Kyun na gharoor karoon mein apne aap par February 8, 2012
    Kyun na gharoor karoon mein Apne aap par, Mujhe us ne chaha, jis k chahne wale Hazaaro thay .! … […]
  • Hum ne aese ujaar di jese.. February 8, 2012
    Hum ne aese ujaar di jese, Zindagii Baap ki kamayi ho.. … […]
  • If she is an apple and you are an orange February 8, 2012
    If she is an apple and you are an orange, celebrate your differences, Make a great fruit salad Love is not about being the same, Its about being sweet with each other. … […]
  • Apne pyare nabi ko sunaon ga February 7, 2012
    Beeta hai jo mere upar Apne pyare nabi ko sunaon ga Darood partha hua jab mein madine jaoga Rootay rootay apna haal sunaao ga Jab un kay qadam mubarak ki jali ko haath lagao ga Namaz parnhay jab masjid e nabwi jaon ga Apney ap ko un kay hawalay dey kar ayo ga Ae kash mujhe mout a jaye Yeh kah kar un ki chohkat say lout jayo ga Apnay gunaho ko bakshavnay kay […]
  • Tumhara Dil Jo Hai Janaa, Humare Naam Ker Daina February 7, 2012
    Tumhara Dil Jo Hai Janaa Humare Naam Ker Daina Zaroorat ger Pari Mujh Ko To Main Kuch Or Mangon ga Na Jaan Maangon ga Na Pehchaan Mangon ga Choti Si Guzarish Hai Tumhara Sath Maangon ga Ager Naraaz Ker Doge Main Tum Se Rooth Jaon Ga Bulana B Ager Chaho To Wapis He na Aaon ga Main Hasaas Larka Hon Mera Dil Toot Jayega Bohut Rona B Aayega Ager Tum Maan Jaoge K […]
  • Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. February 7, 2012
    Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. ye haadsa bi meri jaan kabhi to hona tha.. Woh muje torr ke phir jorta raha aksar.. main uske waaste jaise koi khilona tha.. Humen kahin na kahin to bichar hi jana tha yei haadsa meri zindagi mei aana tha Woh shaks mujhe saari umar tarse ga.. Naseeb uska “ke usne muje ganwana tha” … […]
  • Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko February 7, 2012
    Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko pukarta hy pahardon ka silsilah muje ko Mai asma-o-zameen ke hadey mila deta koi sitara agar jhuk ke chomta muje ko Chipak gy mery talwon sy phool seshy ke zamana khench raha tha barhana paa muje ko WO shehsawar barda reham dil tha mery lieye bardha ke nezah zameen sy utha liya muje ko mkan,khait,sabhi aag ki lapeet mai […]
  • HAr roz hamey milna har roz bichardana hy February 7, 2012
    HAr roz hamey milna har roz bichardana hy mai raat ki parchain to subha ka chera hy Alam ka ye sab naqsha bacho ka gharonda hy ek zarey ke qabzey mai sehmi hoi dunya hy hamrah chalon mery ya rah sy hat jao Dewar ke roky sy darya kahi rukta hy En ke hi isharon par ye raat mili hum ko jin chand sitarey sy chehrey ka saya bhi sunhera hy Sannatey ke shakhon par […]