Zakhmon Ko Gulaab Likh Rahay Hain
Zakhmon Ko Gulaab Likh Rahay Hain
Jaisay Koi Khwaab Likh Rahay Hain
Paani Ko Bana Ke Roshnaai
SholoN Ka Jawaab Likh Rahay Hain
Hum Apni Khushi Se Apne Tan Par
Mausam Ka Aazaab Likh Rahay Hain
Wo Saamnay Rakh Ke Chikna Kaaghaz
Baarish Ka Hisaab Likh Rahay Hain
Parhtay Hain Hum Tou Chehray
Aur Aap Kitaab Likh Rahay Hain
More Urdu Poetry:
- Gham se behel rahay hain aap , aap bohat ajeeb hain gham se behel rahay hain aap, aap bohat ajeeb hain...
- Bujh Rahi Hain Saansein Jal Rahay Hain Hum Audhori Si Hai Zindagi Audhoray Hain Hum, Bujh Rahin Hain...
- Hum Rahay Per Nahee Rahay Aabaad Hum Rahay Per Nahee Rahay Aabaad Yaad Ke Ghar Nahee...
- Meri wafa ne khilaye the jo gulaab Sare jholas gae hain Meri wafa ne khilaye the jo gulaab Sare jholas gae...
- Meri Wafa Ne Khilaaye Thy Jo Gulaab Saray Jhulas Gaye Hain Meri Wafa Ne Khilaaye Thy Jo Gulaab Saray Jhulas Gaye...
- Wo Pani Ki Lehron Pe Kya Likh Raha Tha Wo Pani Ki Lehron Pe Kya Likh Raha Tha.. Khuda...
- Maine unko ek salaam likh bheja Maine unko ek salaam likh bheja.. Haal-e-dil tamaam likh bheja?...
- Dil udhaas hai bahut koyi paigaam hi likh do Dil udhaas hai bahut koyi paigaam hi likh do Tum...
- Husn-o-Jamaal Ke Bhi Zamaanay Nahi Rahay Husn-o-Jamaal Ke Bhi Zamaanay Nahi Rahay Aankhon Mein Oski Khwaab...
- Dil udhaas hai bahut koyi paigaam hi likh do Dil udhaas hai bahut koyi paigaam hi likh do Tum...
- phala phool rahay hain ya rab chaman meri umeedon ka phala phool rahay hain ya rab chaman meri umeedon ka...
- Juda ho kar bhi dono jee rahay hain Juda ho kar bhi dono jee rahay hain ek muddat...
- ma na kaatb sa kaha likh guftago ma na kaatb sa kaha likh guftago gft is na...
- Jannat Ki Aarzu Mein Kahan Ja rahay Hain Log Jannat Ki Aarzu Mein Kahan Ja rahay Hain Log, Janat...
- Dil ke zakhmon ko chua hai Aur kya koi is se zeyada narmi bartoon, Dil ke...
Advertisement















nikky
July 10th, 2012 at 10:48 am
diye ko aaftaab kya likkhu
chahaton ke azaab kya likkhu
jisney likkha hai bewafa mujko
uske khat ka jawab kya likkhu……..
Mehro
July 16th, 2012 at 7:15 pm
Asslamoalaikum, yuor poetry is so good,i like it.