Fiza-e jannat main bhi hamaisha

Fiza-e jannat main b..

Fiza-e jannat main bhi hamaisha nasheest un hi saji rehay gi
tamam ahlay wila ka mirkaz NABI(PBUH) ki bara dari rehay gi
jo phool shakhoon say gir bhi jain to un say khushbo juda na ho gi
jo hum marain bhi to zehan o dil main ALI(A.S) KI KHUSHBO BASI REHAY GI


send poetry

Hussani Shayari
July 18th, 2009

25 comment

  1. Sahi hai boss
    from:
    Irfan saabri

  2. Subhhanallah
    main to aap ka fan ho gaya
    reply soon,
    at my email id

  3. Yes u r write
    Subhhanallah
    allah aap ko jannat naseeb kare

    Irfan

  4. Hussain Zindabad !!!

  5. islam pe ahesan hussain ibne ali hai
    moula ne jlai to yeh shamma jali hai
    kahe ne ko sabhi kahe te hai apne ko muslman
    jnnat main wahi jaega ga jo panjatani hai.

  6. nmaaz sab ko bcha ti hai har bla se magar
    nmaaz ko jo bcha le woh sar hussain ka hai.

  7. Kya Baat Hain

  8. Ham ko kya THAKAAEY ge ye MEHSHAR ki bagh dour

    NAQVI

    ham to MAJLISEY SHABIR A.S K HALKO me paley hen

  9. iman-o-agahi ki zia keh rahe hain log
    har marhale pe uqda kusha keh rhe hain log
    insan or itne kamalon ka muntaha
    heran hain ali ko khuda keh rhe hain log

  10. >Royen wo jo munkir hain shahadat-e-hussain kHam zinda-o-javaid ka matam nahi karte <

  11. Banai Kya KHUDA Ne Sohni Surat MUHAMMAD Ki
    Huye Aashiq Wo Jisne Dekh Li Surat MUHAMMAD Ki
    Kamal-E-Husn-E-YUSUF Pr Faqt Ashiq Zulekha Thi
    KHUDA Khud Jis Pe Ashiq Hy Wo Surat Hy MUHAMMAD Ki
    Muslamano Ko Jab Janat K Darwazy Pe Rokengy
    Hukum Hoga K Jany Do Ye Ummat Hy MUHAMMAD Ki

  12. very good

  13. kaun kahta hai jahannami hai yazidi fouj “zeeshan”
    azaab-e-dozakh ka bhi to koi meyaar hota hai

  14. Nice

  15. Hakh he habeeb bole dil ko dukha rahe hain
    Karbal me guzre saare dul ko duka rahe hain
    Shabbir ke wo sar ko neze chada raha hain
    Pyason ke dil ke naare dil ko dukha rahe hain

  16. good

  17. isliye tujh pe farishton ke salam aate hai
    karbala teri taraf aaj imam aate hai
    mazale simre nathi kat ta jo ser unka
    hussain ibne ali the hi karbala ke liye.

  18. Ali (a.s) ke zikr se jo mustfeed ho jatay
    Wila e Aale Nabi (a.s) ki naveed ho jatay
    Agar Hussain (a.s) na detay Azeem Qurbani
    Tou sab ke sab hi Jahanum Raseed ho jatay

    Poetry Shair e ahle bait Syed Mehdi Raza Naqvi

  19. Aata hain chain mujh ko tou yaad e Ali (a.s) ke baad
    Dekhi nahin saba koi baad e Ali (a.s) ke baad
    Chalta nahin hon rah pe jad e Ali (a.s) ke baad
    Har kaam ban gaya mera Nad e Ali (a.s) ke baad

    Poety shair e ahle bait Syed Mehdi Raza Navi
    please visit my web site syedmehdirazanaqvi.wordpress.com

  20. jisay ALI(R.A) ki wilayat ka aytaraf nahi
    wo lakh sajday karay yah gunnah moaf nai
    dilon mayn bughz_a_Ali our badan pay haj ka libbas
    tayray naseeb k chakar hayn yah tawaf nai

  21. Ali a,s sy pyar krty hen tera ahsan hy mola..
    hamary pas bakhshesh ka yehi saman hy mola
    ary dar-e-hidar ko chur do janat k badly min
    ye soda ham nahi krty hamen noksan hy mola
    mahshar min shabir tery anmol aaqidy k iwaz ham
    bakhshesh khariden tu gunha gayr na kehna
    aor shabir tery gham ki qasam hy……………
    matam na karen ham tu azadar na kehna………..

  22. zuban sy tu kahtay hoo karbla iqtidar ki jahng the
    ali
    qalqm main dm hy tu likh hussain haar gya

  23. Woh bagh e dasht hai jis mai Ali a.s k phool nahi,
    Jahan yazid l.a ho aisa chaman qabool nahi,
    Khuda b ker nahi sakta Yazid l.a ki bakshish,
    Woh be nayaz hai magar Be Asool nahi.

  24. Ali ibn Ali tolib is the badshah-e duniya ye hi hain karbala-e musibate sadqa

  25. Allah aap ko salaamat rakhe

Comment here

Your Comment: