Masroof Boht hai
Masroof hai din raat usey waqt kahan hai
wo mujh sai kare baat usey wqat kahan hai
Betabi e dil ka usey andaza nahi hai
samjhe mere jazbaat usey waqt kahan hai
wo puchay meri aankh sai behte howe aansu
aay rang e barsat usey waqt kahan hai
bhuley sai hee wo puchney aa jaye mere haal
aay gardish e halat usey wqat kahan hai
moojon main tarapta howa main doob raha hoo
thamey wo mera hath usey waqt kahan hai………
More Urdu Poetry:
- Masroof hai wo Masroof hai din raat usey waqt kahan hai wo mujh...
- Masroof ho shayed bohat masroof ho shayed, hamari yaad bhi tum ko, …...
- Masroof hon ‘Abhe masroof hon kafi kabhe fursat me sochun ga,,,, ”k...
- Os waqt… Dard ki dil pe hakumat thi kahan tha os waqt...
- Masroof ho shayed Zamane Bhar k Kaamo`n Mein Bohat Masroof Ho Shayad Humari...
- BOht roya Khud ko chup karak main aj boht roya purani yadoon...
- Ik Shakhs tanha rota Raha hai Ik Shakhs tanha rota Raha hai, apne aansuo ko palko...
- Cheen K Le Gaya Na Wo Din Rahy..!Na Wo Mehfilen..!Na Wo Jaan Se Azeez...
- Chaha Boht hai Main kab kehta hoon wo acha buhat hai Magar us...
- kahin shikwy mily kahin thokren milin waqt aisi rawani main dhalta raha main be khabar aisy...
- Meri chahat ka safar is liye dushwar raha Meri chahat ka safar is liye dushwar raha Main mohabat...
- Usey kehna Bikhar rahi hai meri zaat usey kehna, Kabi mily to...
- Lahoo Apni Anaoun Ka Kal Hamesha Ki Tarah Us Ney Kaha Yeh Phone Per_...
- aik shakhs ka main bohat khayal rakhta tha Labon pay harf na hi koi sawal rakhta tha Kabhi...
- Beemar hain tou ab bimar hain to ab dam-e-isa kahan se aye us dil...
Advertisement
Leave a Reply
Next: Chain o Sakoon »














