Advertisements




Ek Tumharey Jaisa

Aisa Karna Key Chand Sey Kuch Mitti Lana
Us Main Sey Do Putley Banana
Ek Tumharey Jaisa
Ek Merey Jaisa
Un Potloon Ko Phir Tum Toor Deyna
Un Sey Phir Tum Do Putley Banana
Ek Tumharey Jaisa
Ek Merey Jaisa
Ta K
Kuch Kuch Tum Main Hum Reh Jayen
Kuch Kuch Hum Main Tum Reh Jana

More Urdu Poetry:

  1. Doob Rahi Hain Saansain Doob Rahi Hain Saansain Magar Ye Gumaan Baaqi Hai Aaney...
  2. woh dasht kaisa tha? Kaho, woh dasht kaisa tha? Jidhar sub kuch luta aaye...
  3. Apni Jannat ko Zara Aur Sajale Apni Jannat Ko Zara Aur Saja Le Rizwan!!!! Is Se...
  4. Apni Raato?n Ki Fursato?n Main Main Apni Raato?n Ki Fursato?n Main Tujhy Manao?n Tou Maan...
  5. Kuch waqat lage ga jo beeti hai use dhurane main kuch waqat lage ga....
  6. Soo baras ki zindagi main aik pal Soo baras ki zindagi main aik pal Tu agar kar...
  7. Woh Dil Ka Bura Na Bewafa Tha Woh Dil Ka Bura, Na Bewafa Tha Bas Mujh Say...
  8. Ye Zakhm Sil Gaya To Phir Ye Dard Mit Gaya To Phir? Ye Zakhm Sil Gaya...
  9. AA KHUDA MERE Aa Khuda Mere Rishte Mein Kuch Aisi Baat Ho,,, Main...
  10. Kachi Deewar Hoon Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujh Ko Apni Nazron...
  11. Meri Raat Na Pooch Kitni Mushkil Se Kati Kal Ki Meri Raat Na Pooch...
  12. KUCH BI NAHIN BADLA tumhary na honey sey kuch bi nahin badla, ye soraj...
  13. Meri Raat Na Pooch Kitni Mushkil Se Kati Kal Ki Meri Raat Na Pooch...
  14. Yeh dard mit gaya tu phir? Yeh dard mit gaya tu phir? Yeh zakhm sil gaya...
  15. Zara khamosh reh kr Zara khamosh reh kr bhi unhe sub kuch suna dena....


Advertisement

Leave a Reply

Your Comment:

Search Urdu Poetry



RSS Shayari

  • Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko February 7, 2012
    Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko pukarta hy pahardon ka silsilah muje ko Mai asma-o-zameen ke hadey mila deta koi sitara agar jhuk ke chomta muje ko Chipak gy mery talwon sy phool seshy ke zamana khench raha tha barhana paa muje ko WO shehsawar barda reham dil tha mery lieye bardha ke nezah zameen sy utha liya muje ko mkan,khait,sabhi aag ki lapeet mai […]
  • HAr roz hamey milna har roz bichardana hy February 7, 2012
    HAr roz hamey milna har roz bichardana hy mai raat ki parchain to subha ka chera hy Alam ka ye sab naqsha bacho ka gharonda hy ek zarey ke qabzey mai sehmi hoi dunya hy hamrah chalon mery ya rah sy hat jao Dewar ke roky sy darya kahi rukta hy En ke hi isharon par ye raat mili hum ko jin chand sitarey sy chehrey ka saya bhi sunhera hy Sannatey ke shakhon par […]
  • Toota rehta ho pairon mai tazad karb sy February 7, 2012
    Toota rehta ho pairon mai tazad karb sy apny bahar muskurana,apny andar sochta ho … […]
  • Teharta hy jo ek qafla gham mery Dil mai February 7, 2012
    Teharta hy jo ek qafla gham mery Dil mai es choti sy basti sy guzar kuin nahi jata … […]
  • Toota ho ek bar magar faisla ye hy February 7, 2012
    Toota ho ek bar magar faisla ye hy os intiha pay bar digar jana hy muje … […]
  • Toot kar rehgia aeyny sy rishta apna February 7, 2012
    Toot kar reh gia aeyny sy rishta apna ek muddat hoi dekha nahi chehra apna … […]
  • Tooti jogar ke jheel ke darpan pay ek kiran February 7, 2012
    Tooti jogar ke jheel ke darpan pay ek kiran moj-e saba ny rooh mai kanta chobo diya … […]
  • Toot jata hy tu sur or bhi lo dety hay February 7, 2012
    Toot jata hy tu sur or bhi lo dety hay dil jisy kehtain hy wo saz hy juda sab sy … […]
  • Tooti hoi qabrain ho ke ajrdy howay chehry February 7, 2012
    Tooti hoi qabrain ho ke ajrdy howay chehry mat khata imarat ki tehreer pardha kar … […]
  • Tooti fasil-e-lab na dar chasme wa hawa February 7, 2012
    Tooti fasil-e-lab na dar chasme wa hawa ghut ghtu kar mar gia mery andar ka admi … […]