Advertisements
Apne pyare nabi ko sunaon ga
Beeta hai jo mere upar
Apne pyare nabi ko sunaon ga
Darood partha hua jab mein madine jaoga
Rootay rootay apna haal sunaao ga
Jab un kay qadam mubarak ki jali ko haath lagao ga
Namaz parnhay jab masjid e nabwi jaon ga
Apney ap ko un kay hawalay dey kar ayo ga
Ae kash mujhe mout a jaye
Yeh kah kar un ki chohkat say lout jayo ga
Apnay gunaho ko bakshavnay kay liye
apne dil ko azmnay kay liye dey ao ga
apni rooh ko sambhal jane kay liye
Apnay aqa kay mazaar par ja kar
Maafi mango ga apni har hatha par
Qali qameli wale ko batao ga apne khaalat
Kia kia beeti hain uski umaat kay
opaar unkay bichaar janay kay baad
Apni chahat ka izhaar karnay kay liye
Aaqa ka deedar karnay kay liye
So jaon ga unki chohkat par
Maafi ki talaab kay liye
More Urdu Poetry:
- Teri dhadkan ko apne pas to rakh liya Teri dhadkan ko apne pas to rakh liya hai maine,...
- Mujhe apne barbad hone ka ghum nahi, Mujhe apne barbad Hone ka gum nahi, Teri barbadi ka...
- Dua k liye Hath uthay Apne Hathon ki Lakiron main is tarha shamil kar lo...
- Apne Muqaddar Mai ?”Agar Deta Khuda Kuch Ikhtiyar Ka Mojiza Mujhe,,, Mai Apne...
- Kuch apne lub o lehje ko tabdeel wo karta Kuch apne lub o lehje ko tabdeel wo karta Phir...
- Akele Chale raah-e-mohabbat mein Akele Chale raah-e-mohabbat mein bas teri yaad ko apne saath...
- apnay phaar ghairoon k gulzaar ho gaya apnay phaar ghairoon k gulzaar ho gaya ya bhi hamari...
- Usko Mein Yaad Na Aaon Ab ore kis sobha saiy main aas lagaon Jab shaam...
- Apne hathon ki lakeeron se mita don tujh ko Apne hathon ki lakeeron se mita don tujh ko? Kaise...
- Apne angan main Apne ehsas kay sab rang uttar janay do Meri umeed...
- Ab or kis subha se main aas lagaon Ab or kis subha se main aas lagaon Jab shaam...
- Woh apne naam ki duyain mujhko deta tha Bohat khamoush reh kar wo sadaaen mujh ko deta tha...
- Na mil sake hum se apni zid ki fikar thi Mujhe apni anaa ka...
- Ye kon shakhs hai jo apne qehqon k lie Ye kon shakhs hai jo apne qehqon k lie, Zameen...
- Hum apne dushmanon se bhi nafrat Insaan ka ahtraam tha itna humain aziz, Hum apne dushmanon...
Advertisement



















Mohd Umar Ashraf
February 8th, 2012 at 8:43 pm
Very Nice Masha Allah
rida
February 16th, 2012 at 4:35 am
very nice and beautiful
SUMI
March 15th, 2012 at 12:58 pm
BOHAT ZABARDAST…… SAB MUSALMANO KI DIL KI AWAZ HAI….. KASH K HAM APNE AAQA HAZOOR(S.A.W) K ZAMANY MAI PAIDA HOWY HOTY APNA HAR DUKH, GHAM UN SE SHARE KARTY,,,,, TERY HOTY JANAM LEYA HOTA PIR KBI TU MUJE MILA HOTA