Aj mujhy tmko itna hi btana hai

Aj mujhy tmko itna h..

phir aaj mujhy tmko itna hi btana hai

hansna hi jivan hai hansty hi jana hai

jivan ki rahon se khushyon ko churana hai

kanton main ulajh kr bhi khushbo hi lutana hai

hansna hi jivan hai hansty hi jana hai


send poetry

Khushiyaan Shayari
December 4th, 2009

10 comment

  1. JIS KO NA THI HUMARI PYAR KI QADAR ITFAQ USI KO CHAH RAHE THE HUM USI DIYE NE JALA YA HUMARE HATH KO JISE HAWA SE BACHA RAHE THE HUM

  2. Yoon hum ko sataane ki zaroorat kya thi,
    Dil mera jalaane ki zaroorat kya thi.

    Jo nahi tha ishq to keh diya hota,
    Dil tod ke jaane ki zaroorat kya thi.

    Maloom tha gar yeh khwaab toot jayenge,
    Neend mein aa kar uthaane ki zaroorat kya thi.

    Maan loo agar yeh ek tarfa mohabbat thi,
    Mujh ko dekh kar muskuraane ki zaroorat kya thi.

    stalib_4all@yahoo.co.in

  3. Khoobiyan itni to nahi hum mein,
    ki kisi ke dil mein ghar kar jayenge
    par bhoolna bhi aasaan na hoga,
    aisa kuch zaroor kar jaayenge?.

    stalib_4all@yahoo.co.in

  4. Kitna bebas hai insaan apni kismat ke aage,
    Kitne benoor hain sapne hakikat ke aage,
    Koi ruki si dhadkan se puche,
    kitna tadapta hai dil mohabbat ke aage.
    ??????????????
    stalib_4all@yahoo.co.in

  5. “”GhAZAL””
    Us ne dil ka hal batana chor diya,

    Hum ne bi gehrai me jana chor diya,

    Jub usko hi doori ka ahsas nai,

    Hum ne bi ahsas dilana chor diya,

    Mene kaha raste hain dushwar bohat,

    Us ne tab se sath nibhana chor diya,

    Kuch bi ho akhir to wo mera hai,

    Jhoot se ab dil ko bahlana chor diya,

    Jub ye laga k din se achi rat sahi,

    Us ne mere khwab me ana chor diya,

    Jub ye kaha k karna yad duaon me,

    Us ne apna hath uthana c ms

  6. Maine kaha tha usy Tm bin rah ni skty
    Usny asma k bewafa kArar dia
    Maine kaha tha Tm bin sans ni chaly gi
    Usny b fasly brha k azma liya
    Maine kaha Tm bin hum bohat roye gay
    Usny b bin mere rah k mujhy daga diya
    Maine kaha Tm kon piya
    Us ne b kaha Tmhara anjaan sath
    Maine kaha Tm kesy Ho
    Us ne b kaha bewafa sath
    Maine kaha Tm loat aye
    Us ne kaha janaze py ana he prta ha
    Maine kaha Tm q aye
    Us ne kaha jaan baki hai abhi usy b azmao ga
    Maine kaha hum mar he chuky hai Ander sy
    Usny kaha per jaan to abhi baki hai na bewafa sathi

  7. Abhi waqt hai abhi saans hai abhi loat aa

    mere GUMSHUDA.

    Mujhay naaz hai barey zabt ka mujhay khoob rula

    mere GUMSHUDA..

    Ye nahi k tere firaaq mein main ujar gaya ya bikhar gaya.

    Han! muhabbaton pe jo maan tha wo nahi raha

    mere GUMSHUDA..

    Mujhay ilam hai k tu chand hai kisi aur ka magr aik pal.

    Merey Aasman-e-Hayat pe zara jagmaga

    mere GUMSHUDA..

    Tere iltfaat ki barishein jo meri nahi to bata mujhay.

    Tere Dasht-e-Chah mein kis liye mera Dil jala

    mere GUMSHUDA..

    Ghaney janglon mein ghira hon main bara ghup andhera hai char soo.

    Koi ik chiragh to jal uthay zara muskara,

    mere GUMSHUDA..

  8. Kch is adaa se Tory hen taulaq us shaks se,,,,

    K ik mudaat se dhoond raha hun qasoor apna…?

  9. Kch is adaa se Tory hen taulaq us shaks se,,,,

    K ik mudaat se dhoond raha hun qasoor apna…?

  10. Tere siwa kya jaane koi dil ki haalat Rabba
    Saamne tere guzri mujh per kesi qayamat Rabba

    main wo kis tarah se karoon bayaan
    jo kiye gae hain sitam yahaan
    sune kon meri ye daastan
    koi hamnasheen he na raazdaan
    jo tha jhoot wo bana sach yahaan
    nahi kholi mene magar zubaan
    ye akela pan, ye udaasiyaan
    meri zindagi ki hain tarjumaan

    Meri Zaat Zarra-e-Benishan
    Meri Zaat Zarra-e-Benishan

    kabhi sooni subh main ghoomna
    kabhi ujri shaamon ko dekhna
    kabhi bheegi aankhon se jaagna
    kabhi beete lamhon ko sochna
    magar aik pal he ummeed ka
    he mujhe Khuda ka jo aasra
    na hi mene koi gila kiya
    na hi mene di hain duhaaiyaan

    Meri Zaat Zarra-e-Benishan
    Meri Zaat Zarra-e-Benishan

    main bataoun kya, mujhe kya mile?
    mujhe sabr hi ka sila mile
    kisi aagahi ki rida mile
    kisi dard hi ka sira mile
    kisi gham ki dil me jagah mile
    jo mera he wo mujhe aa mile
    rahe shaad yoon hi mera jahaan
    ke yaqeen me badle mera gumaan

    Meri Zaat Zarra-e-Benishan
    Meri Zaat Zarra-e-Benishan

Comment here

Your Comment: