Advertisements




Ankhon Mein Sama Jao

Ankhon Mein Sama Jao, Is Dil Mein Raha Karna
Taron Mein Hansa Karna, Phoolon Mein Khila Karna

Jab Se Tumhein Dekha Hai, Jab Se Tumhein Paya Hai
Kuchh Hosh Nahin Mujhko, Ek Nasha Sa Chhaya Hai
Ab Baat Jo Karni Ho, Aankhon Se Kaha Karna

Aey Kaash Dharkta Dil, Kuchh Der Thahar Jaaye
Ye Raat, Mohabbat Kii, Yunhii Na Guzar Jaae
Baqi Hai Abhii Tum Par, Ye Jaan Fidaa Karnaa
Aankhon Mein Samaa Jaao, Is Dil Mein Rahaa Karna

Kismat Na Dikhaye Ab, Ghariyaan Hamein Furaqat Ki
Har Raat Yuunhi Chamake,Taqadir Mohabbat Ki
Aey Chand Sitaaro Tum Mil Jul Ke Duaa Karna
Aankhon Mein Samaa Jaao, Is Dil Mein Rahaa Karna

More Urdu Poetry:

  1. Ankhon Mein Namee Ankhon Mein Namee, Hansi Labon Par Kya Haal Hai, Kya...
  2. kabhi zindagi ka naam kABHI ZINDAGI KA NAAM HY MOHABBAT. KABHI MOUT KA PEGHAM...
  3. Samandar Mein Otar Ti Hoon Samandar Mein Otar Ti Hoon Tou Aankhein Bheeg Jati Hain...
  4. DIL LAGI THI USEY Dil lagi thi usey hum sy Mohabbat kab thi. Mehfil-e-Ghair...
  5. Apni Zindagi ki her Shaam Tere Naam kardoon, Apni Zindagi ki her Shaam Tere Naam kardoon, Teri hi...
  6. Ankhon main aansuo ko ubharnay na Ankhon main aansuo ko ubharnay na diya, Mitti pe motiyo...
  7. Inn Ankhon mai dekhker bata sakta hoon In ankhon mai dekh ker bata sakta hoon, Mujh se...
  8. Aankhon Main Jal Raha Hai Aankhon Main Jal Raha Hai Kio Bujhta Nahi Dhuhaan Uthta...


Advertisement

Leave a Reply

Your Comment:

Search Urdu Poetry



RSS Shayari

  • Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko February 7, 2012
    Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko pukarta hy pahardon ka silsilah muje ko Mai asma-o-zameen ke hadey mila deta koi sitara agar jhuk ke chomta muje ko Chipak gy mery talwon sy phool seshy ke zamana khench raha tha barhana paa muje ko WO shehsawar barda reham dil tha mery lieye bardha ke nezah zameen sy utha liya muje ko mkan,khait,sabhi aag ki lapeet mai […]
  • HAr roz hamey milna har roz bichardana hy February 7, 2012
    HAr roz hamey milna har roz bichardana hy mai raat ki parchain to subha ka chera hy Alam ka ye sab naqsha bacho ka gharonda hy ek zarey ke qabzey mai sehmi hoi dunya hy hamrah chalon mery ya rah sy hat jao Dewar ke roky sy darya kahi rukta hy En ke hi isharon par ye raat mili hum ko jin chand sitarey sy chehrey ka saya bhi sunhera hy Sannatey ke shakhon par […]
  • Toota rehta ho pairon mai tazad karb sy February 7, 2012
    Toota rehta ho pairon mai tazad karb sy apny bahar muskurana,apny andar sochta ho … […]
  • Teharta hy jo ek qafla gham mery Dil mai February 7, 2012
    Teharta hy jo ek qafla gham mery Dil mai es choti sy basti sy guzar kuin nahi jata … […]
  • Toota ho ek bar magar faisla ye hy February 7, 2012
    Toota ho ek bar magar faisla ye hy os intiha pay bar digar jana hy muje … […]
  • Toot kar rehgia aeyny sy rishta apna February 7, 2012
    Toot kar reh gia aeyny sy rishta apna ek muddat hoi dekha nahi chehra apna … […]
  • Tooti jogar ke jheel ke darpan pay ek kiran February 7, 2012
    Tooti jogar ke jheel ke darpan pay ek kiran moj-e saba ny rooh mai kanta chobo diya … […]
  • Toot jata hy tu sur or bhi lo dety hay February 7, 2012
    Toot jata hy tu sur or bhi lo dety hay dil jisy kehtain hy wo saz hy juda sab sy … […]
  • Tooti hoi qabrain ho ke ajrdy howay chehry February 7, 2012
    Tooti hoi qabrain ho ke ajrdy howay chehry mat khata imarat ki tehreer pardha kar … […]
  • Tooti fasil-e-lab na dar chasme wa hawa February 7, 2012
    Tooti fasil-e-lab na dar chasme wa hawa ghut ghtu kar mar gia mery andar ka admi … […]