Raah….
Raah…...
Jab aas paas roshni hoti hai to tare nazar nahi aate?.
Jab kabhi andehri raat mein raah bhool jaate hain ?
To saikdon nazar aate hain?..
Magar saikadon ki roshni se bhi raah nahi milti?.
Bas ek tum chand se zindagi mein ho??.
Varna kahaan aaj kal doobti nayya ko sahaare nazar aate hain??
Latest Shayari
July 17th, 2009
Comment here
« Armaan
Next: Zulm hamare??? »