Advertisements




Bohat Hee Khobsurat Nazm

Bohat Hee Khobsurat Nazm Ka Aghaz Kerte Hain
Yeh Larke Kion Apna Waqt Berbaad Kerte Hain

Zara Samjha Kero Hum Ko, Zara Alfaaz Wapis Lo
Kay Sharif Zaadey Kahan, Kab, Aisi Baat Kartay Hain

Kissi Se ?Luv U? Kehte Hain Kissi Se ?Hug U? Kehte Hain
Yeh Jo Aap Kerte Hain Who Kia Khak Kerte Hain??

Mobile De Ke Larkion Ko Inspire Kerte Hain
Maa Baap Ke Paisoon Ka Khana Kharab Kerte Hain

Bohat Pur-Josh Rehte Hain Bohat Si Baatein Kerte Hain
Mager Matlub Ki Baatoon Ko Huns Ke Taala Kerte Hain

Deen Ki Baatoon Ko Khud Pe Na Kabhi Sawar Kartay Hain
Aur Kuch Mane Ya Na Mane Girlfriends Hamesha Chaar Rakhtay Hain

Nahin Ager Aap Ki Niyat Mein Koi Futoor
Tow Larkion Ke Face Mein Kia Talaash Kerte Hain???

Kahain Tu Hard Disk Bhar Doon Inn Pe Likh Ker
Chalein Chorein Aaj Hum Inn Ko Maaf Kerte Hain?..

More Urdu Poetry:

  1. Boys Gussa Nahin Karna Boys Gussa Nahin Karna Bohat Hee Khobsurat Nazm Ka Aghaz...
  2. Tere Firak Ke Lamhe Tere Firak Ke Lamhe Shumar Kerte Howe Bekhar Gaye Tera...
  3. Yahan DOLLAR DOLLAR Hoti Hai Yah Dais Hai Andhay Logoon Ka Aye Chaand Yahan Na...
  4. Mahobbaton ka dawa Jo kabhi teri nazar se guzar jaya kerte hain woh...
  5. YEH AANKHEN BOHAT SATATI HAIN Yeh Aankhen Bohat Satati Hain Yaadon Ke Khuwaab Dikhati Hain...
  6. Ganjey Mairi Talaash Mein Hain Idher To Shehar Ke Ganjey Mairi Talaash Mein Hain Udher...
  7. Zindagi Honay Lagi Jub Say Basar Yahoo Per Zindagi Honay Lagi Jub Say Basar Yahoo Per Roze Karta...
  8. Woh Log Bohat Hi Achhay Thay Woh Log Bohat Hi Achhay Thay Jo Ishq Ko Kaam...
  9. Dosti Ka Haq Dosti Ka Haq Hum Youn Ada Kartay Hain Dost Ke...
  10. Dosti Ka Haq Hum Youn Ada Kartay Hain Dosti Ka Haq Hum Youn Ada Kartay Hain Dost Ke...
  11. Roz Subha Khud Say Roz Subha Khud Say Ek Wada Kartay Hain Tujhay Iss...
  12. Eid Mubarak Ho Aap Ko Chand Taray Salam Kartay Hain Hur O Mulk Salam Kartay...
  13. Hindi/Urdu Mazahiya Shayari [Mix] Jab Jab Hum Ne Chaha Tab Tab Tum Jaage Jab...
  14. sharab sharir ko khatam karti hai sharab sharir ko khatam karti hai sharab samaj ko khatam...
  15. Hamein Dekh Kar Muskurate Hain Woh Aaj Bhi Hamein Dekh Kar Muskurate Hain Woh Aaj...


Advertisement

Leave a Reply

Your Comment:

Search Urdu Poetry



RSS Shayari

  • I’m Going To Spend Valentine’s Day February 8, 2012
    I’m Going To Spend Valentine’s Day With My ” eX . . . Box 360 ” … […]
  • Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho February 8, 2012
    Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho Ke Rooth’tay Ho Kubhi Aur Manaanay Lagtay Ho Gila Tou Ye Hai Ke TUM Aatay Nahee Kubhi Laikin Jub Aatay Bhee Hou Tou Foran Hee Jaanay Lagtay Ho Ye Baat Jhon Tumhari Mazaaq Hai Ke Nahi ? Ke Jo Bhee Ho Ose Tum Aazmaanay Lagtay Ho Tumhaari Shaayari Kia Hai Bhala, Bhala Kia Hai ? Tum Apne Dil Ki Udaasi Ko Gaanay Lagtay H […]
  • Kyun na gharoor karoon mein apne aap par February 8, 2012
    Kyun na gharoor karoon mein Apne aap par, Mujhe us ne chaha, jis k chahne wale Hazaaro thay .! … […]
  • Hum ne aese ujaar di jese.. February 8, 2012
    Hum ne aese ujaar di jese, Zindagii Baap ki kamayi ho.. … […]
  • If she is an apple and you are an orange February 8, 2012
    If she is an apple and you are an orange, celebrate your differences, Make a great fruit salad Love is not about being the same, Its about being sweet with each other. … […]
  • Apne pyare nabi ko sunaon ga February 7, 2012
    Beeta hai jo mere upar Apne pyare nabi ko sunaon ga Darood partha hua jab mein madine jaoga Rootay rootay apna haal sunaao ga Jab un kay qadam mubarak ki jali ko haath lagao ga Namaz parnhay jab masjid e nabwi jaon ga Apney ap ko un kay hawalay dey kar ayo ga Ae kash mujhe mout a jaye Yeh kah kar un ki chohkat say lout jayo ga Apnay gunaho ko bakshavnay kay […]
  • Tumhara Dil Jo Hai Janaa, Humare Naam Ker Daina February 7, 2012
    Tumhara Dil Jo Hai Janaa Humare Naam Ker Daina Zaroorat ger Pari Mujh Ko To Main Kuch Or Mangon ga Na Jaan Maangon ga Na Pehchaan Mangon ga Choti Si Guzarish Hai Tumhara Sath Maangon ga Ager Naraaz Ker Doge Main Tum Se Rooth Jaon Ga Bulana B Ager Chaho To Wapis He na Aaon ga Main Hasaas Larka Hon Mera Dil Toot Jayega Bohut Rona B Aayega Ager Tum Maan Jaoge K […]
  • Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. February 7, 2012
    Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. ye haadsa bi meri jaan kabhi to hona tha.. Woh muje torr ke phir jorta raha aksar.. main uske waaste jaise koi khilona tha.. Humen kahin na kahin to bichar hi jana tha yei haadsa meri zindagi mei aana tha Woh shaks mujhe saari umar tarse ga.. Naseeb uska “ke usne muje ganwana tha” … […]
  • Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko February 7, 2012
    Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko pukarta hy pahardon ka silsilah muje ko Mai asma-o-zameen ke hadey mila deta koi sitara agar jhuk ke chomta muje ko Chipak gy mery talwon sy phool seshy ke zamana khench raha tha barhana paa muje ko WO shehsawar barda reham dil tha mery lieye bardha ke nezah zameen sy utha liya muje ko mkan,khait,sabhi aag ki lapeet mai […]
  • HAr roz hamey milna har roz bichardana hy February 7, 2012
    HAr roz hamey milna har roz bichardana hy mai raat ki parchain to subha ka chera hy Alam ka ye sab naqsha bacho ka gharonda hy ek zarey ke qabzey mai sehmi hoi dunya hy hamrah chalon mery ya rah sy hat jao Dewar ke roky sy darya kahi rukta hy En ke hi isharon par ye raat mili hum ko jin chand sitarey sy chehrey ka saya bhi sunhera hy Sannatey ke shakhon par […]