Advertisements




Daddy Internet Laga Dein

Daddy Internet Laga Dein

Dil Ka Connection Miladein
Daddy Internet Laga Dein
Mujhe Aaya Mail Dostoun Ka
Kab Lagay Ga Itna Bata Dein

Homework Pura Hota Nahi
Raat Ko Mein Sota Nahi
Jab Mood Ho Parhai Ka
Homework Koi Hota Nahi.

Net Bhi Hai Kamaal Cheez
Bas Aati Ho Agar Chalani Keys
Waisay To Bohot Hai Kaam Is Kay
Par Chatting Pe Lagti Nahi Fees.

Aap Kehte Hain Mein Shor Machaon Ga
Try Karo Mein Naraz Na Kar Paon Ga
Mein God Promise Karta Hun
Net Aap Ke Saunay Ke Baad Lagaun Ga.

Saheli Nahi MeriHaan Dost Hi Hotay Hain
Who Saray Ke Saray School Mein Hi Sotay Hain
Raat To Guzarti Hai Net Par Typing Kartay
Subha Bhi Chat Room Mein Hi Hotay Hain.

Ladkian Bhi Kamaal Hoti Hain
Ghar Pe Apni Misaal Hoti Hain
Saara Kaam Khatam Karkay
Das Bajay Saday Naal Hoti Hain.

Ab To Mujhe Internet Lagadein
Meri Bhi Mauj Karadein
Mein Bhi Dhondta Hun Cyber Bahoo
Daddy Internet Laga Dein

More Urdu Poetry:

  1. Jab Se Jeevan Tery Sung Laga Ha Jab Se Jeevan Tery Sung Laga Ha Zindagi Ko Ik...
  2. Hindi/Urdu Mazahiya Shayari [Mix] Jab Jab Hum Ne Chaha Tab Tab Tum Jaage Jab...
  3. Daud Ke Karna Kya Hai Shaher Ki Es Daud Me Daud Ke Karna Kya Hai?...
  4. Ganjey Mairi Talaash Mein Hain Idher To Shehar Ke Ganjey Mairi Talaash Mein Hain Udher...
  5. Zindagi Honay Lagi Jub Say Basar Yahoo Per Zindagi Honay Lagi Jub Say Basar Yahoo Per Roze Karta...
  6. sharab sharir ko khatam karti hai sharab sharir ko khatam karti hai sharab samaj ko khatam...
  7. Yahan DOLLAR DOLLAR Hoti Hai Yah Dais Hai Andhay Logoon Ka Aye Chaand Yahan Na...
  8. Bohat Hee Khobsurat Nazm Bohat Hee Khobsurat Nazm Ka Aghaz Kerte Hain Yeh Larke...
  9. Boys Gussa Nahin Karna Boys Gussa Nahin Karna Bohat Hee Khobsurat Nazm Ka Aghaz...
  10. Dil Bana To Deewane Bane Dil Bana To Deewane Bane Sharab Bani To Mekhane Bane...
  11. Biwi Pakistan Gai Hai Gher Ke Kamon Se Ghabra Ker Apni Job Se Aajiz...
  12. Shaadi Ka Wada Kia Parveen Se A Shaadi Ka Wada Kia Parveen Se Warna Muhabbat To...
  13. Total Nonsense Funny Urdu/Hindi Shayari Dil Ka Dard Dil Torrne Waley Kiya Jaaney Pyar Ke...
  14. Jahan Ki Khilwat Me Zulul Ayega Jahan Ki Khilwat Me Zulul Ayega Gam-E-Tohin Se Kubul Nahi...
  15. Hamein Dekh Kar Muskurate Hain Woh Aaj Bhi Hamein Dekh Kar Muskurate Hain Woh Aaj...


Advertisement

Leave a Reply

Your Comment:

Search Urdu Poetry



RSS Shayari

  • I’m Going To Spend Valentine’s Day February 8, 2012
    I’m Going To Spend Valentine’s Day With My ” eX . . . Box 360 ” … […]
  • Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho February 8, 2012
    Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho Ke Rooth’tay Ho Kubhi Aur Manaanay Lagtay Ho Gila Tou Ye Hai Ke TUM Aatay Nahee Kubhi Laikin Jub Aatay Bhee Hou Tou Foran Hee Jaanay Lagtay Ho Ye Baat Jhon Tumhari Mazaaq Hai Ke Nahi ? Ke Jo Bhee Ho Ose Tum Aazmaanay Lagtay Ho Tumhaari Shaayari Kia Hai Bhala, Bhala Kia Hai ? Tum Apne Dil Ki Udaasi Ko Gaanay Lagtay H […]
  • Kyun na gharoor karoon mein apne aap par February 8, 2012
    Kyun na gharoor karoon mein Apne aap par, Mujhe us ne chaha, jis k chahne wale Hazaaro thay .! … […]
  • Hum ne aese ujaar di jese.. February 8, 2012
    Hum ne aese ujaar di jese, Zindagii Baap ki kamayi ho.. … […]
  • If she is an apple and you are an orange February 8, 2012
    If she is an apple and you are an orange, celebrate your differences, Make a great fruit salad Love is not about being the same, Its about being sweet with each other. … […]
  • Apne pyare nabi ko sunaon ga February 7, 2012
    Beeta hai jo mere upar Apne pyare nabi ko sunaon ga Darood partha hua jab mein madine jaoga Rootay rootay apna haal sunaao ga Jab un kay qadam mubarak ki jali ko haath lagao ga Namaz parnhay jab masjid e nabwi jaon ga Apney ap ko un kay hawalay dey kar ayo ga Ae kash mujhe mout a jaye Yeh kah kar un ki chohkat say lout jayo ga Apnay gunaho ko bakshavnay kay […]
  • Tumhara Dil Jo Hai Janaa, Humare Naam Ker Daina February 7, 2012
    Tumhara Dil Jo Hai Janaa Humare Naam Ker Daina Zaroorat ger Pari Mujh Ko To Main Kuch Or Mangon ga Na Jaan Maangon ga Na Pehchaan Mangon ga Choti Si Guzarish Hai Tumhara Sath Maangon ga Ager Naraaz Ker Doge Main Tum Se Rooth Jaon Ga Bulana B Ager Chaho To Wapis He na Aaon ga Main Hasaas Larka Hon Mera Dil Toot Jayega Bohut Rona B Aayega Ager Tum Maan Jaoge K […]
  • Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. February 7, 2012
    Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. ye haadsa bi meri jaan kabhi to hona tha.. Woh muje torr ke phir jorta raha aksar.. main uske waaste jaise koi khilona tha.. Humen kahin na kahin to bichar hi jana tha yei haadsa meri zindagi mei aana tha Woh shaks mujhe saari umar tarse ga.. Naseeb uska “ke usne muje ganwana tha” … […]
  • Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko February 7, 2012
    Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko pukarta hy pahardon ka silsilah muje ko Mai asma-o-zameen ke hadey mila deta koi sitara agar jhuk ke chomta muje ko Chipak gy mery talwon sy phool seshy ke zamana khench raha tha barhana paa muje ko WO shehsawar barda reham dil tha mery lieye bardha ke nezah zameen sy utha liya muje ko mkan,khait,sabhi aag ki lapeet mai […]
  • HAr roz hamey milna har roz bichardana hy February 7, 2012
    HAr roz hamey milna har roz bichardana hy mai raat ki parchain to subha ka chera hy Alam ka ye sab naqsha bacho ka gharonda hy ek zarey ke qabzey mai sehmi hoi dunya hy hamrah chalon mery ya rah sy hat jao Dewar ke roky sy darya kahi rukta hy En ke hi isharon par ye raat mili hum ko jin chand sitarey sy chehrey ka saya bhi sunhera hy Sannatey ke shakhon par […]