Ranjish
.com

Urdu Poetry


Mujhe Tanha Tanha Rehne Do

 

Mujhey tanha tanha rahnay do,Mujey apnay ap main rahnay do,En logon sy ab dar lagta hai,Na kisi bat main mera man lagta hai,Mujhey yad main us ki kahnay do,Mujhey tanha tanha rahnay do,Main ro ro kr jab gir jaoon,Mujhey chup na krao sahnay do,Mujhey khud sy baghi rahnay do,Mujhey tanha tanha rahnay do,Ay Raat bta mera chand mila?Koi tujh pay bhi ilzaam laga?Mujhey raat ko raat hi kahnay do,Mujhey tanha tanha rahnay do

<< SAD POETRY


Dedicate Your Poetry

Share Your Poetry With Us

Share your Feelings with us at Ranjish Forums



sher o shayari, urdu poetry, urdu shayari, urdu sher, urdu sad poetry, urdu dird poetry, urdu gham poetry, urdu sad shayari