Advertisements
Aey Paak Watan
?Aey Paak Watan?
aey pak watan jab bhi tu ne pukara
hum barh kar badal daingay burray waqt ka dhara
niklain gay kafan baandh k sar pe teray betay
goonjay ga arsh pe teray naam ka na?ara
hum teri mohabbat ki qasam khaye huwaye hain
aey pak watan tu humain jaan se piyara hai
yeh shehar, yeh karriye, yeh gulistan, yeh bahaarain
jannat se fuzoon tar teray sehraa ka nizara
bin teray apna koi thikana bhi nahi hai
bin teray kahan dhoondnay jayengay sahara
hai meray liye TAKHAT E SULEMAAN teri mitti
hai mujh ko teri khaak ka bhi sitara
More Urdu Poetry:
- Tu watan ki aabro hai tu watan ki aabro hai , tu watan ka hai...
- MERAY WATAN ?MERAY WATAN!!!? bus iss khayaal se zinda hain , tu...
- yaad e watan yaad e watan hum bhi araam utha saktay thay ghar...
- Qarz ?Qarz? Hum Khoon Ki Qistain Tow Bohat De Chukay Lakin...
- Jo Khushi Tumharay Kareeb Ho Jo Khushi Tumharay Kareeb Ho Wo Sada Tumhain Naseeb Ho...
- Bekhudi Le Gayi Kahan Hum Ko Bekhudi Le Gayi Kahan Hum Ko Der Se Intezaar Hai...
- Wo Jo Dawey Dar Hai Shehar Mai Wo Jo Dawey Dar Hai Shehar Mai K Sabhi Ka...
- Dil Beqaraar Apna Hai Tu Paas Bhi Ho Tu Dil Beqaraar Apna Hai K...
- pakistan pakistan pakistan pakistan pakistan pakistan hay azmaton muhabaton ka nishan rooh...
- Teray Ghar Ki Nazuk Khirkiyan Ajj Phir Totaain Gi Teray Ghar Ki Nazuk Khirkiyan Ajj...
- Pakistan bantay jao qadam barhao?? Hath milao pakistan bantay jao her ik fard...
- Haathon Mein Haath Haathon Mein Haath Haathon mein haath liyay, Chalay yonhi karwan...
- jaisay sooraj ki kiran mein nay iss taur se chaha tujhe aksar janaan jaisay...
- Aasman Samjh Main Nahi Aata Kabhi Jami Kabhi Aasman Samjh Main Nahi Aata Is Dil...
- a ki meri jan mein qarar nahi hai a ki meri jan mein qarar nahi hai taqat-e-bedad-e-intazar nahi...
Advertisement


















