Hum Aao Bantain Khushiyan

Hum Aao Bantain Khus..

Chhoo Lain Aasma?an
Hum Aao Bantain Khushiyan
Har dil ka Hai Armaan
Pakistaan, Hamari Jaan
Hai is par sab Qurbaan
Pakistaan, Hamari Jaan

Zinda Hain JazzBay
Humko Yaqe?en Hai
Saaray Jaha?an mein
Hum sa Nahin Hai..!
Jeetain gay Har Damm
Hai ye Eemaan
Pakistaan, Hamari Jaan
Hai is par sab Qurbaan
Pakistaan, Hamari Jaan

Khush?haliya?an hon
Har soo Humaray
Utrain Yahan par
Sb Chand Taaray
Hai pyari Dharti
Apni Pehchaan
Pakistaan, Hamari Jaan
Hai is par sab Qurbaan
Pakistaan, Hamari Jaan

Chhoo Lain Aasma?an
Hum Aao Bantain Khushiyan
Har dil ka Hai Armaan
Pakistaan, Hamari Jaan
Hai is par sab Qurbaan
Pakistaan, Hamari Jaan


send poetry

Patriotic Shayari
July 20th, 2009

4 comment

  1. ?? ???? ??? ?? ?? ??? ??? ?? ?? ???? ????
    ??? ?? ?? ??? ?? ????? ???? (???) ???? ??? ???? ??

  2. Bohat khub kash kay her pakistani ki zuban oer ya DUA hoo meray dost

  3. NICE

  4. nice 🙂 🙂 🙂

Comment here

Your Comment: