Advertisements




Qadam Milaao

?Qadam Milaao?

bachon agay qadam barhaao
apnay parcham ko lehraao
khaamoshi hai achi aadat
par jab bolo rung jamaao
yakjehti ka suraj chamkay
ik doojay se qadam milaao
KHALIQ hai saansaar ka woh hi
USS ki AZMAT k gunn gaao
ilam o amal ka pekar ban kar
saari duniya par chaa jaao
sach main sakoon sach main rahat
jhoot se Aasi tum sharmaao

More Urdu Poetry:

  1. Soo baras ki zindagi main aik pal Soo baras ki zindagi main aik pal Tu agar kar...
  2. yaad e watan yaad e watan hum bhi araam utha saktay thay ghar...
  3. Har Kisi Ko Dunya Main Har Kisi Ko Dunya Main Shohrate?n Nahi Milti?n Zindagi K...
  4. Shaan Se Pyar Ka Izhar Karenge Shaan Se Pyar Ka Izhar Karenge Teri Mohabbat Pe Jaan...
  5. Dagh_e_dil humko Dagh_e_dil humko Yaad ane lage Loog apne diye Jalane lage...
  6. MaiN is ummiid pe Duubaa MaiN is ummiid pe Duubaa ke tuu bachaa legaa ab...
  7. Raat ko raat bhar dekhta Raat ko raat bhar dekhta reh gaya, bewafa se bawa...
  8. Yadon ka aik jhonka aya yadon ka aik jhonka aya hum se milne barson bad...
  9. Aankhon Se Kaha Karna Ankhon Mein Sama Jao, Is Dil Mein Raha Karna Taron...
  10. Ankhon Mein Sama Jao Ankhon Mein Sama Jao, Is Dil Mein Raha Karna Taron...


Advertisement

Leave a Reply

Your Comment:

Next: »

Search Urdu Poetry



RSS Shayari

  • Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko February 7, 2012
    Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko pukarta hy pahardon ka silsilah muje ko Mai asma-o-zameen ke hadey mila deta koi sitara agar jhuk ke chomta muje ko Chipak gy mery talwon sy phool seshy ke zamana khench raha tha barhana paa muje ko WO shehsawar barda reham dil tha mery lieye bardha ke nezah zameen sy utha liya muje ko mkan,khait,sabhi aag ki lapeet mai […]
  • HAr roz hamey milna har roz bichardana hy February 7, 2012
    HAr roz hamey milna har roz bichardana hy mai raat ki parchain to subha ka chera hy Alam ka ye sab naqsha bacho ka gharonda hy ek zarey ke qabzey mai sehmi hoi dunya hy hamrah chalon mery ya rah sy hat jao Dewar ke roky sy darya kahi rukta hy En ke hi isharon par ye raat mili hum ko jin chand sitarey sy chehrey ka saya bhi sunhera hy Sannatey ke shakhon par […]
  • Toota rehta ho pairon mai tazad karb sy February 7, 2012
    Toota rehta ho pairon mai tazad karb sy apny bahar muskurana,apny andar sochta ho … […]
  • Teharta hy jo ek qafla gham mery Dil mai February 7, 2012
    Teharta hy jo ek qafla gham mery Dil mai es choti sy basti sy guzar kuin nahi jata … […]
  • Toota ho ek bar magar faisla ye hy February 7, 2012
    Toota ho ek bar magar faisla ye hy os intiha pay bar digar jana hy muje … […]
  • Toot kar rehgia aeyny sy rishta apna February 7, 2012
    Toot kar reh gia aeyny sy rishta apna ek muddat hoi dekha nahi chehra apna … […]
  • Tooti jogar ke jheel ke darpan pay ek kiran February 7, 2012
    Tooti jogar ke jheel ke darpan pay ek kiran moj-e saba ny rooh mai kanta chobo diya … […]
  • Toot jata hy tu sur or bhi lo dety hay February 7, 2012
    Toot jata hy tu sur or bhi lo dety hay dil jisy kehtain hy wo saz hy juda sab sy … […]
  • Tooti hoi qabrain ho ke ajrdy howay chehry February 7, 2012
    Tooti hoi qabrain ho ke ajrdy howay chehry mat khata imarat ki tehreer pardha kar … […]
  • Tooti fasil-e-lab na dar chasme wa hawa February 7, 2012
    Tooti fasil-e-lab na dar chasme wa hawa ghut ghtu kar mar gia mery andar ka admi … […]